Sher
ham ne mai-khana-e-mohabbat men
bu-e-mai par bhi din guzare hain

Ateeq Ahmad Ateeq
ham ne mai-khana-e-mohabbat men
bu-e-mai par bhi din guzare hain
ye kahkashan ye sitare ye chandni ye bahar
nigah main na uTha.un to sab ke sab be-kar
ham hain ki ab bhi vadi-e-zulmat men hain ravan
apne lahu se kar ke charaghan ka ehtimam
ham hain ki ab bhi vaadi-e-zulmat mein hain ravaan
apne lahu se kar ke charaaghaan kaa ehtimaam
ye kahkashaan ye sitaare ye chaandni ye bahaar
nigaah main na uThaaun to sab ke sab be-kaar
ham ne mai-khaana-e-mohabbat mein
bu-e-mai par bhi din guzaare hain
tuul de kar mire fasaane ko
तूल दे कर मिरे फ़साने को
paas-e-naamus-e-mohabbat kaa savaal aaya to
पास-ए-नामूस-ए-मोहब्बत का सवाल आया तो
aib-o-hunar se khelne vaalon ke shahr mein
ऐब-ओ-हुनर से खेलने वालों के शहर में
vo ham nahin hain ki gulshan par ikhtiyaar ke baad
वो हम नहीं हैं कि गुलशन पर इख़्तियार के बाद
mire labon pe gham-e-zindagi ki baat nahin
मिरे लबों पे ग़म-ए-ज़िंदगी की बात नहीं
intihaa-e-yaas-o-gham se jab guzar jaataa huun main
इंतिहा-ए-यास-ओ-ग़म से जब गुज़र जाता हूँ मैं