Sher
ham gardish-e-girdab-e-alam se nahin Darte
tufan hai agar aaj kinara bhi to hoga
A
Athar RazAthar Raz
ham gardish-e-girdab-e-alam se nahin Darte
tufan hai agar aaj kinara bhi to hoga
girti hui divar ka saaya tha tira saath
phir bhi tiri bahon se juda the to hamin the
yuun tasavvur men dabe paanv tiri yaad aa.i
jis tarah shaam ki banhon men sitare aa.e
girti hui divaar kaa saaya thaa tiraa saath
phir bhi tiri baahon se judaa the to hamin the
yuun tasavvur mein dabe paanv tiri yaad aai
jis tarah shaam ki baanhon mein sitaare aae
ham gardish-e-girdaab-e-alam se nahin Darte
tufaan hai agar aaj kinaara bhi to hogaa