banda-parvar main vo banda huun ki bahr-e-bandagi
jis ke aage sar jhuka dunga khuda ho ja.ega

Azad Ansari
Azad Ansari
Sherशेर
See all 9 →banda-parvar main vo banda huun ki bahr-e-bandagi
बंदा-परवर मैं वो बंदा हूँ कि बहर-ए-बंदगी
kise fursat ki farz-e-khidmat-e-ulfat baja laa.e
किसे फ़ुर्सत कि फ़र्ज़-ए-ख़िदमत-ए-उल्फ़त बजा लाए
agar kar-e-ulfat ko mushkil samajh luun
अगर कार-ए-उल्फ़त को मुश्किल समझ लूँ
didar ki talab ke tariqon se be-khabar
दीदार की तलब के तरीक़ों से बे-ख़बर
ham ko na mil saka to faqat ik sukun-e-dil
हम को न मिल सका तो फ़क़त इक सुकून-ए-दिल
afsos be-shumar sukhan-ha-e-guftani
अफ़्सोस बे-शुमार सुख़न-हा-ए-ग़ुफ़्तनी
Popular Sher & Shayari
18 totalkise fursat ki farz-e-khidmat-e-ulfat baja laa.e
na tum bekar baiThe ho na ham bekar baiThe hain
agar kar-e-ulfat ko mushkil samajh luun
to kya tark-e-ulfat men asaniyan hain
didar ki talab ke tariqon se be-khabar
didar ki talab hai to pahle nigah maang
ham ko na mil saka to faqat ik sukun-e-dil
ai zindagi vagarna zamane men kya na tha
afsos be-shumar sukhan-ha-e-guftani
khauf-e-fasad-e-khalq se na-gufta rah ga.e
vo kaafir-nigaahein khudaa ki panaah
jidhar phir gaiin faisla ho gayaa
ham ko na mil sakaa to faqat ik sukun-e-dil
ai zindagi vagarna zamaane mein kyaa na thaa
didaar ki talab ke tariqon se be-khabar
didaar ki talab hai to pahle nigaah maang
afsos be-shumaar sukhan-haa-e-guftani
khauf-e-fasaad-e-khalq se naa-gufta rah gae
sazaaein to har haal mein laazmi thiin
khataaein na kar ke pashemaaniyaan hain
banda-parvar main vo banda huun ki bahr-e-bandagi
jis ke aage sar jhukaa dungaa khudaa ho jaaegaa
Ghazalग़ज़ल
sitam-dost fikr-e-adaavat kahaan tak
सितम-दोस्त फ़िक्र-ए-अदावत कहाँ तक
ye ik shaan-e-khudaa hai main nahin huun
ये इक शान-ए-ख़ुदा है मैं नहीं हूँ
haq banaa baatil banaa naaqis banaa kaamil banaa
हक़ बना बातिल बना नाक़िस बना कामिल बना
na puchho kaun hain kyuun raah mein naa-chaar baiThe hain
न पूछो कौन हैं क्यूँ राह में नाचार बैठे हैं





