jo zindagi ki maang sajate rahe sada
qiston men baanT kar unhen jiina diya gaya

Azhar Adeeb
Azhar Adeeb
Sherशेर
See all 34 →jo zindagi ki maang sajate rahe sada
जो ज़िंदगी की माँग सजाते रहे सदा
hamen roko nahin ham ne bahut se kaam karne hain
हमें रोको नहीं हम ने बहुत से काम करने हैं
hamare naam ki takhti bhi un pe lag na saki
हमारे नाम की तख़्ती भी उन पे लग न सकी
ye shakhs jo tujhe aadha dikha.i deta hai
ये शख़्स जो तुझे आधा दिखाई देता है
is liye main ne muhafiz nahin rakkhe apne
इस लिए मैं ने मुहाफ़िज़ नहीं रक्खे अपने
ek lamhe ko sahi us ne mujhe dekha to hai
एक लम्हे को सही उस ने मुझे देखा तो है
Popular Sher & Shayari
68 totalhamen roko nahin ham ne bahut se kaam karne hain
kisi gul men mahakna hai kisi badal men rahna hai
hamare naam ki takhti bhi un pe lag na saki
lahu men gundh ke miTTi jo ghar bana.e ga.e
ye shakhs jo tujhe aadha dikha.i deta hai
is aadhe shakhs ko apna bana ke dekh kabhi
is liye main ne muhafiz nahin rakkhe apne
mire dushman mire is jism se bahar kam hain
ek lamhe ko sahi us ne mujhe dekha to hai
aaj ka mausam guzishta roz se achchha to hai
is liye main ne muhaafiz nahin rakkhe apne
mire dushman mire is jism se baahar kam hain
ai shahr-e-sitam chhoD ke jaate hue logo
ab raah mein koi bhi madina nahin aataa
usi ne sab se pahle haar maani
vahi sab se dilaavar lag rahaa thaa
der lagti hai bahut lauT ke aate aate
aur vo itne mein hamein bhuul chukaa hotaa hai
ham ne ghar ki salaamti ke liye
khud ko ghar se nikaal rakkhaa hai
hamaare naam ki takhti bhi un pe lag na saki
lahu mein gundh ke miTTi jo ghar banaae gae
Ghazalग़ज़ल
dil pyaasaa aur aankh savaali rah jaati hai
दिल प्यासा और आँख सवाली रह जाती है
lahje aur aavaaz mein rakkhaa jaataa hai
लहजे और आवाज़ में रक्खा जाता है
qazaa kaa tiir thaa koi kamaan se nikal gayaa
क़ज़ा का तीर था कोई कमान से निकल गया
kyaa teraa kyaa meraa khvaab
क्या तेरा क्या मेरा ख़्वाब
kuchh ab ke rasm-e-jahaan ke khilaaf karnaa hai
कुछ अब के रस्म-ए-जहाँ के ख़िलाफ़ करना है
ghaneri chhaanv ke sapne bahut dikhaae gae
घनेरी छाँव के सपने बहुत दिखाए गए





