thi us ki band muTThi men chiTThi dabi hui
jo shakhs tha train ke niche kaTa hua

Azhar Naiyyar
Azhar Naiyyar
Sherशेर
thi us ki band muTThi men chiTThi dabi hui
थी उस की बंद मुट्ठी में चिट्ठी दबी हुई
dil khaak hua pyaar ki is aag men jal kar
दिल ख़ाक हुआ प्यार की इस आग में जल कर
chaha hai jis ka saaya shajar vo babul hai
चाहा है जिस का साया शजर वो बबूल है
ba-vaqt-e-sham samundar men gir gaya suraj
ब-वक़्त-ए-शाम समुंदर में गिर गया सूरज
tum bahr-e-mohabbat ke kinare pe khaDe the
तुम बहर-ए-मोहब्बत के किनारे पे खड़े थे
Popular Sher & Shayari
10 totaldil khaak hua pyaar ki is aag men jal kar
aur jhank ke us ne kabhi andar nahin dekha
chaha hai jis ka saaya shajar vo babul hai
qismat men mere aaj bhi saDkon ki dhuul hai
ba-vaqt-e-sham samundar men gir gaya suraj
tamam din ki thakan se niDhal aisa tha
tum bahr-e-mohabbat ke kinare pe khaDe the
tum ne miri ankhon men samundar nahin dekha
thi us ki band muTThi mein chiTThi dabi hui
jo shakhs thaa train ke niche kaTaa huaa
chaahaa hai jis kaa saaya shajar vo babul hai
qismat mein mere aaj bhi saDkon ki dhuul hai
dil khaak huaa pyaar ki is aag mein jal kar
aur jhaank ke us ne kabhi andar nahin dekhaa
tum bahr-e-mohabbat ke kinaare pe khaDe the
tum ne miri aankhon mein samundar nahin dekhaa
ba-vaqt-e-shaam samundar mein gir gayaa suraj
tamaam din ki thakan se niDhaal aisaa thaa
Ghazalग़ज़ल
main mahal ret ke sahraa mein banaane baiThaa
मैं महल रेत के सहरा में बनाने बैठा
hairaan huun ki aaj ye kyaa haadisa huaa
हैरान हूँ कि आज ये क्या हादिसा हुआ
insaan jo hain in ko kabhi kamtar nahin dekhaa
इंसाँ जो हैं इन को कभी कमतर नहीं देखा
hamaare chehre pe ranj-o-malaal aisaa thaa
हमारे चेहरे पे रंज-ओ-मलाल ऐसा था
ji rahaa huun main udaasi bhari tasvir ke saath
जी रहा हूँ मैं उदासी भरी तस्वीर के साथ
main apne shahr mein apnaa hi chehra kho baiThaa
मैं अपने शहर में अपना ही चेहरा खो बैठा





