hai musalman ko hamesha ab-e-zamzam ki talash
aur har ik barhaman gang-o-jaman men mast hai

Bahram Ji
Bahram ji
Sherशेर
See all 12 →hai musalman ko hamesha ab-e-zamzam ki talash
है मुसलमाँ को हमेशा आब-ए-ज़मज़म की तलाश
nahin duniya men azadi kisi ko
नहीं दुनिया में आज़ादी किसी को
pata milta nahin us be-nishan ka
पता मिलता नहीं उस बे-निशाँ का
zahida ka.abe ko jaata hai to kar yad-e-khuda
ज़ाहिदा काबे को जाता है तो कर याद-ए-ख़ुदा
zahiri va.az se hai kya hasil
ज़ाहिरी वाज़ से है क्या हासिल
nahin but-khana o ka.aba pe mauquf
नहीं बुत-ख़ाना ओ काबा पे मौक़ूफ़
Popular Sher & Shayari
24 totalnahin duniya men azadi kisi ko
hai din men shams aur shab ko qamar band
pata milta nahin us be-nishan ka
liye phirta hai qasid ja-ba-ja khat
zahida ka.abe ko jaata hai to kar yad-e-khuda
phir jahazon men khayal-e-na-khuda karta hai kyuun
zahiri va.az se hai kya hasil
apne batin ko saaf kar vaa.iz
nahin but-khana o ka.aba pe mauquf
hua har ek patthar men sharar band
nahin but-khaana o kaaba pe mauquf
huaa har ek patthar mein sharar band
hai musalmaan ko hamesha aab-e-zamzam ki talaash
aur har ik barhaman gang-o-jaman mein mast hai
nahin duniyaa mein aazaadi kisi ko
hai din mein shams aur shab ko qamar band
pataa miltaa nahin us be-nishaan kaa
liye phirtaa hai qaasid jaa-ba-jaa khat
zaahidaa kaabe ko jaataa hai to kar yaad-e-khudaa
phir jahaazon mein khayaal-e-naa-khudaa kartaa hai kyuun
zaahiri vaaz se hai kyaa haasil
apne baatin ko saaf kar vaaiz
Ghazalग़ज़ल
kab tasavvur yaar-e-gul-rukhsaar kaa fel-e-abas
कब तसव्वुर यार-ए-गुल-रुख़्सार का फ़े'ल-ए-अबस
jo hai yaan aasaaish-e-ranj-o-mehan mein mast hai
जो है याँ अासाइश-ए-रंज-ओ-मेहन में मस्त है
ham na but-khaane mein ne masjid-e-viraan mein rahe
हम न बुत-ख़ाने में ने मस्जिद-ए-वीराँ में रहे
duur ho dard-e-dil ye aur dard-e-jigar kisi tarah
दूर हो दर्द-ए-दिल ये और दर्द-ए-जिगर किसी तरह
ghamgin nahin huun dahr mein to shaad bhi nahin
ग़मगीं नहीं हूँ दहर में तो शाद भी नहीं
bahs kyuun hai kaafir-o-din-daar ki
बहस क्यूँ है काफ़िर-ओ-दीं-दार की





