Sher
mere alava use khud se bhi mohabbat hai
aur aisa karne se vo bevafa nahin hoti

Balmohan panday
mere alava use khud se bhi mohabbat hai
aur aisa karne se vo bevafa nahin hoti
ghamon se bair tha so ham ne khud-kushi kar li
shajar gira ke parindon se intiqam liya
ham ab udaas nahin sar-ba-sar udasi hain
hamen charagh nahin raushni kaha jaa.e
ghamon se bair thaa so ham ne khud-kushi kar li
shajar giraa ke parindon se intiqaam liyaa
mere alaava use khud se bhi mohabbat hai
aur aisaa karne se vo bevafaa nahin hoti
ham ab udaas nahin sar-ba-sar udaasi hain
hamein charaagh nahin raushni kahaa jaae
aish maazi ke ginaa haal kaa taana de de
ऐश माज़ी के गिना हाल का ता'ना दे दे
dayaar-e-gham se ham baahar nikal ke sher kahte hain
दयार-ए-ग़म से हम बाहर निकल के शेर कहते हैं
samay se pahle bhale zindagi ki shaam aae
समय से पहले भले ज़िंदगी की शाम आए
nikal paaun main kaise is asar se
निकल पाऊँ मैं कैसे इस असर से
zaayaa huaa tamaam hunar niind aa gai
ज़ाया हुआ तमाम हुनर नींद आ गई
samay se pahle bhale shaam-e-zindagi aae
समय से पहले भले शाम-ए-ज़िंदगी आए