Sher
"karvan jin ka luTa raah men azadi ki qaum ka mulk ka un dard ke maron ko salam"

Bano Tahira Sayeed
"karvan jin ka luTa raah men azadi ki qaum ka mulk ka un dard ke maron ko salam"
"taDapna gungunana aah bharna dasht-paima.i dil-e-sha.ir ki kuchh ranginiyan hain mere hisse men"
"'tahira' talkhi-e-dauran ki sharab-e-rangin teri ghazlon men rachi hai tujhe ma.alum nahin"
kaarvaan jin kaa luTaa raah mein aazaadi ki
qaum kaa mulk kaa un dard ke maaron ko salaam
taDapnaa gungunaanaa aah bharnaa dasht-paimaai
dil-e-shaair ki kuchh ranginiyaan hain mere hisse mein
'taahira' talkhi-e-dauraan ki sharaab-e-rangin
teri ghazlon mein rachi hai tujhe maalum nahin
be-khabar huun hosh kaa aalam nahin
बे-ख़बर हूँ होश का आलम नहीं
pahli si ab vo shokhi guftaar bhi nahin
पहली सी अब वो शोख़ी गुफ़्तार भी नहीं
khaamosh hain khaamosh magar dekh rahe hain
ख़ामोश हैं ख़ामोश मगर देख रहे हैं
khud-faraamoshi mein khayaal kahaan
ख़ुद-फ़रामोशी में ख़याल कहाँ
kitnaa bhi muskuraaiye dil hai magar bujhaa bujhaa
कितना भी मुस्कुराइए दिल है मगर बुझा बुझा
bisvin sadi ke ham shaair-e-pareshaan hain
बीसवीं सदी के हम शाइ'र-ए-परेशाँ हैं