"anhoni kuchh zarur hui dil ke saath aaj nadan tha magar ye divana kabhi na tha"

Bilqis Zafirul Hasan
Bilqis Zafirul Hasan
Sherशेर
See all 22 →anhoni kuchh zarur hui dil ke saath aaj
अनहोनी कुछ ज़रूर हुई दिल के साथ आज
har-dil-aziz vo bhi hai ham bhi hain khush-mizaj
हर-दिल-अज़ीज़ वो भी है हम भी हैं ख़ुश-मिज़ाज
dar badar ki khaak thi taqdir men
दर बदर की ख़ाक थी तक़दीर में
khud pe ye zulm gavara nahin hoga ham se
ख़ुद पे ये ज़ुल्म गवारा नहीं होगा हम से
apni to koi baat bana.e nahin bani
अपनी तो कोई बात बनाए नहीं बनी
kitne saada hain ham ki baiThe hain
कितने सादा हैं हम कि बैठे हैं
Popular Sher & Shayari
44 total"har-dil-aziz vo bhi hai ham bhi hain khush-mizaj ab kya bata.en kaise hamari nahin bani"
"dar badar ki khaak thi taqdir men ham liye kandhon pe ghar chalte rahe"
"khud pe ye zulm gavara nahin hoga ham se ham to sho.alon se na guzrenge na siita samjhen"
"apni to koi baat bana.e nahin bani kuchh ham na kah sake to kuchh us ne nahin suni"
"kitne saada hain ham ki baiThe hain dagh-e-dil ansuon se dhone ko"
teri to 'bilqis' niraali hi baatein hain
is duniyaa mein kaise tiraa guzaaraa hogaa
apni to koi baat banaae nahin bani
kuchh ham na kah sake to kuchh us ne nahin suni
hai yuun ki kuchh to baghaavat-sirisht ham bhi hain
sitam bhi us ne zarurat se kuchh ziyaada kiyaa
uTh kar chale gae to kabhi phir na aaeinge
phir laakh tum bulaao sadaaein diyaa karo
dahshat-zada zamin par vahshat bhare makaan ye
is shahr-e-be-amaan kaa aakhir koi khudaa hai
dar badar ki khaak thi taqdir mein
ham liye kaandhon pe ghar chalte rahe
Ghazalग़ज़ल
jiinaa hai khuub auron ki khaatir jiyaa karo
जीना है ख़ूब औरों की ख़ातिर जिया करो
divaar-o-dar mein simTaa ik lams kaanptaa hai
दीवार-ओ-दर में सिमटा इक लम्स काँपता है
aisaa hone nahin detaa thaa magar hone ko hai
ऐसा होने नहीं देता था मगर होने को है
paabandiyon se apni nikalte vo paa na the
पाबंदियों से अपनी निकलते वो पा न थे
badan pe zakhm sajaae lahu labaada kiyaa
बदन पे ज़ख़्म सजाए लहू लबादा किया
be-taalluq saare rishte kaun kis kaa aashnaa
बे-तअल्लुक़ सारे रिश्ते कौन किस का आश्ना





