kaun deta hai mohabbat ko parastish ka maqam
tum ye insaf se socho to dua do ham ko

Ehsan Danish Kandhlvi
Ehsan Danish Kandhlvi
Sherशेर
See all 42 →kaun deta hai mohabbat ko parastish ka maqam
कौन देता है मोहब्बत को परस्तिश का मक़ाम
aaise anjan bane baiThe ho
ऐसे अंजान बने बैठे हो
main jis raftar se tufan ki janib baDhta jaata huun
मैं जिस रफ़्तार से तूफ़ाँ की जानिब बढ़ता जाता हूँ
bala se kuchh ho ham 'ehsan' apni khu na chhoDenge
बला से कुछ हो हम 'एहसान' अपनी ख़ू न छोड़ेंगे
khaak se sainkaDon uge khurshid
ख़ाक से सैंकड़ों उगे ख़ुर्शीद
shorish-e-ishq men hai husn barabar ka sharik
शोरिश-ए-इश्क़ में है हुस्न बराबर का शरीक
Popular Sher & Shayari
84 totalaaise anjan bane baiThe ho
tum ko kuchh bhi na pata ho jaise
main jis raftar se tufan ki janib baDhta jaata huun
usi raftar se nazdik sahil hota jaata hai
bala se kuchh ho ham 'ehsan' apni khu na chhoDenge
hamesha be-vafaon se milenge ba-vafa ho kar
khaak se sainkaDon uge khurshid
hai andhera magar charag-tale
shorish-e-ishq men hai husn barabar ka sharik
soch kar jurm-e-tamanna ki saza do ham ko
kuchh log jo savaar hain kaaghaz ki naav par
tohmat taraashte hain havaa ke dabaav par
tum saada-mizaaji se miTe phirte ho jis par
vo shakhs to duniyaa mein kisi kaa bhi nahin hai
main hairaan huun ki kyuun us se hui thi dosti apni
mujhe kaise gavaara ho gai thi dushmani apni
log yuun dekh ke hans dete hain
tu mujhe bhuul gayaa ho jaise
shorish-e-ishq mein hai husn baraabar kaa sharik
soch kar jurm-e-tamannaa ki sazaa do ham ko
kis kis ki zabaan rokne jaaun tiri khaatir
kis kis ki tabaahi mein tiraa haath nahin hai
Ghazalग़ज़ल
izhaar-e-sadaaqat mein asar kyon nahin hotaa
इज़हार-ए-सदाक़त में असर क्यों नहीं होता
hausle maayus zauq-e-justuju naakaam hai
हौसले मायूस ज़ौक़-ए-जुस्तुजू नाकाम है
tiraa jamaal tiraa husn kaamgaar rahe
तिरा जमाल तिरा हुस्न कामगार रहे
yuun us pe miri arz-e-tamannaa kaa asar thaa
यूँ उस पे मिरी अर्ज़-ए-तमन्ना का असर था
jabin ki dhuul jigar ki jalan chhupaaegaa
जबीं की धूल जिगर की जलन छुपाएगा
ishq har-chand masaaib se pareshaan na huaa
इश्क़ हर-चंद मसाइब से परेशाँ न हुआ





