ajiib shakhs tha main bhi bhula nahin paaya
kiya na us ne bhi inkar yaad aane se

Ejaz Gul
Ejaz Gul
Sherशेर
See all 25 →ajiib shakhs tha main bhi bhula nahin paaya
अजीब शख़्स था मैं भी भुला नहीं पाया
dinon mahinon ankhen roiin na.i ruton ki khvahish men
दिनों महीनों आँखें रोईं नई रुतों की ख़्वाहिश में
har mulaqat ka anjam juda.i tha agar
हर मुलाक़ात का अंजाम जुदाई था अगर
natija ek sa nikla dimagh aur dil ka
नतीजा एक सा निकला दिमाग़ और दिल का
koi sabab to hai aisa ki ek umr se hain
कोई सबब तो है ऐसा कि एक उम्र से हैं
dhuup javani ka yarana apni jagah
धूप जवानी का याराना अपनी जगह
Popular Sher & Shayari
50 totaldinon mahinon ankhen roiin na.i ruton ki khvahish men
rut badli to sukhe patte dahlizon men dar aa.e
har mulaqat ka anjam juda.i tha agar
phir ye hangama mulaqat se pahle kya tha
natija ek sa nikla dimagh aur dil ka
ki donon haar ga.e imtihan men duniya ke
koi sabab to hai aisa ki ek umr se hain
zamana mujh se khafa aur main zamane se
dhuup javani ka yarana apni jagah
thak jaata hai jism to saaya mangta hai
natija ek saa niklaa dimaagh aur dil kaa
ki donon haar gae imtihaan mein duniyaa ke
main umr ko to mujhe umr khinchti hai ulaT
tazaad samt kaa hai asp aur savaar ke biich
qismat ki kharaabi hai ki jaataa huun ghalat samt
paDtaa hai bayaabaan bayaabaan se aage
dhuup javaani kaa yaaraana apni jagah
thak jaataa hai jism to saaya maangtaa hai
ajiib shakhs thaa main bhi bhulaa nahin paayaa
kiyaa na us ne bhi inkaar yaad aane se
har mulaaqaat kaa anjaam judaai thaa agar
phir ye hangaama mulaaqaat se pahle kyaa thaa
Ghazalग़ज़ल
tham gai vaqt ki raftaar tire kuche mein
थम गई वक़्त की रफ़्तार तिरे कूचे में
usi jannat jahannam mein marungaa
उसी जन्नत जहन्नम में मरूँगा
phailaa ajab ghubaar hai aaina-gaah mein
फैला अजब ग़ुबार है आईना-गाह में
ham tum jab bhi pyaar kareinge jaan-o-dil sadqe honge
हम तुम जब भी प्यार करेंगे जान-ओ-दिल सदक़े होंगे
pechaak-e-umr apne sanvaar aaine ke saath
पेचाक-ए-उम्र अपने सँवार आइने के साथ
istaada hai jab saamne divaar kahun kyaa
इस्तादा है जब सामने दीवार कहूँ क्या





