muntazir main chand ki aur chand mera muntazir
ho nahin sakta akele men guzara chand ka

Erum Zehra
Erum Zehra
Sherशेर
See all 17 →muntazir main chand ki aur chand mera muntazir
मुंतज़िर मैं चाँद की और चाँद मेरा मुंतज़िर
haan bichhaDne ka irada karna tha so kar liya
हाँ बिछड़ने का इरादा करना था सो कर लिया
is baar to munsif se koi chuuk hui hai
इस बार तो मुंसिफ़ से कोई चूक हुई है
mire alfaz men us ki halavat ho ga.i dakhil
मिरे अल्फ़ाज़ में उस की हलावत हो गई दाख़िल
main apne qasr se tanha parinde ki tarah nikli
मैं अपने क़स्र से तन्हा परिंदे की तरह निकली
samundar ka kinara chhoDna asan nahin hota
समुंदर का किनारा छोड़ना आसाँ नहीं होता
Popular Sher & Shayari
34 totalhaan bichhaDne ka irada karna tha so kar liya
apne dil ka bojh aadha karna tha so kar liya
is baar to munsif se koi chuuk hui hai
kyon jiit ka elaan hua maat se pahle
mire alfaz men us ki halavat ho ga.i dakhil
mire lahje men shamil ho ga.i hai guftugu us ki
main apne qasr se tanha parinde ki tarah nikli
tire dil ke liye apni riyasat chhoD aa.i huun
samundar ka kinara chhoDna asan nahin hota
karachi shahr ki shamen suhani chhoD aa.i huun
dil ki dharti par vafaa kaa moajiza rakkhaa gayaa
phir dilon ke darmiyaan kyuun faasla rakkhaa gayaa
meri sochon par usi ki dastaras hone lagi
us ki saari jiit meri maat se mansub hai
sochaa hi nahin tum ne zaraa baat se pahle
kyon shart rakhi tum ne mulaaqaat se pahle
is baar to munsif se koi chuuk hui hai
kyon jiit kaa elaan huaa maat se pahle
mire alfaaz mein us ki halaavat ho gai daakhil
mire lahje mein shaamil ho gai hai guftugu us ki
hamaare zarf kaa logon ne imtihaan liyaa
zaraa si baat kaa dil mein malaal kyaa rakhte
Ghazalग़ज़ल
kabhi taamir hoti huun kabhi mismaar hoti huun
कभी ता'मीर होती हूँ कभी मिस्मार होती हूँ
falak pe chaand dharti par nazaare raqs karte hain
फ़लक पे चाँद धरती पर नज़ारे रक़्स करते हैं
kitni duur se chalte chalte khvaab-nagar tak aai huun
कितनी दूर से चलते चलते ख़्वाब-नगर तक आई हूँ
main apni vafaaon kaa bharam le ke chali huun
मैं अपनी वफ़ाओं का भरम ले के चली हूँ
kaise banaaun haath pe tasvir khvaab ki
कैसे बनाऊँ हाथ पे तस्वीर ख़्वाब की
miraa qissa bhi aaegaa vafaa ki daastaanon mein
मिरा क़िस्सा भी आएगा वफ़ा की दास्तानों में





