dilon ke mel se aage labon ke silsile saare
jo lab khamosh hote hain to ankhen baat karti hain

Farhan Hanif Warsi
Farhan Hanif Warsi
Sherशेर
See all 24 →dilon ke mel se aage labon ke silsile saare
दिलों के मेल से आगे लबों के सिलसिले सारे
varaq varaq hain yahan hadsat-e-roz-o-shab
वरक़ वरक़ हैं यहाँ हादसात-ए-रोज़-ओ-शब
ye aur baat ki bhulega khadd-o-khal magar
ये और बात कि भूलेगा ख़द्द-ओ-ख़ाल मगर
har sochta dimagh har ik dekhti nazar
हर सोचता दिमाग़ हर इक देखती नज़र
raat bhar koi suraj dahakta lage
रात भर कोई सूरज दहकता लगे
vo ankhon se utar aaya hai dil men
वो आँखों से उतर आया है दिल में
Popular Sher & Shayari
48 totalvaraq varaq hain yahan hadsat-e-roz-o-shab
kitab-e-zist main mansub ab karun kis se
ye aur baat ki bhulega khadd-o-khal magar
vo mujh ko yaad rakhega kisi katha ki tarah
har sochta dimagh har ik dekhti nazar
lamhon ki bhag-dauD men shamil hai in dinon
raat bhar koi suraj dahakta lage
meri ankhon ke ye nuur aansu ajab
vo ankhon se utar aaya hai dil men
isi manzar ke pas-manzar men huun main
dilon ke mel se aage labon ke silsile saare
jo lab khaamosh hote hain to aankhein baat karti hain
tumhi ne raah mein ik ghar basaa liyaa varna
mohabbaton kaa safar to tavil thaa jaanaan
jis ki khaatir sabhi rishton se huaa thaa munkir
ab sunaa hai ki vahi shakhs khafaa hai mujh se
us kaa andaaz ruuTh jaane kaa
hai bahaana qarib aane kaa
vo ek moD jahaan vo kabhi milaa thaa mujhe
us ek moD par us ko judaa bhi honaa thaa
parinde so gae jaa ke gharon mein
shajar jangal mein phir kyuun jaagtaa hai
Ghazalग़ज़ल
aisi thi aag vaqt ki rishte bhi jal gae
ऐसी थी आग वक़्त की रिश्ते भी जल गए
nafi hue the sab isbaat
नफ़्य हुए थे सब इसबात
aaine mein chehra rakh kar sochungaa
आईने में चेहरा रख कर सोचूँगा
jab bhi main khud se uub jaataa huun
जब भी मैं ख़ुद से ऊब जाता हूँ
apne baare mein soch lete hain
अपने बारे में सोच लेते हैं
din viraan shab bojhal likh
दिन वीराँ शब बोझल लिख





