kis sadgi se vo bhi dagha de gaya mujhe
jis shakhs ne kaha tha kabhi devta mujhe

Farhat Abbas
Farhat Abbas
Sherशेर
See all 23 →kis sadgi se vo bhi dagha de gaya mujhe
किस सादगी से वो भी दग़ा दे गया मुझे
donon lazim hain la-zaval bhi hain
दोनों लाज़िम हैं ला-ज़वाल भी हैं
tere sanche men Dhal gaya akhir
तेरे साँचे में ढल गया आख़िर
'farhat' suna.un kis ko kahani main gaanv ki
'फ़रहत' सुनाऊँ किस को कहानी मैं गाँव की
mere har ek sach pe unhen jhuuT ka guman
मेरे हर एक सच पे उन्हें झूट का गुमाँ
haar ja.egi zindagi lekin
हार जाएगी ज़िंदगी लेकिन
Popular Sher & Shayari
46 totaldonon lazim hain la-zaval bhi hain
ik tira husn ik mira ye ishq
tere sanche men Dhal gaya akhir
shahr saara badal gaya akhir
'farhat' suna.un kis ko kahani main gaanv ki
ghar ghar men zinda lashen thiin majbur maaon ki
mere har ek sach pe unhen jhuuT ka guman
karta hai bad-guman khuda khair hi kare
haar ja.egi zindagi lekin
harne ka nahin mira ye ishq
zalzalon ki numud se 'farhat'
mustaqar mustaqar nahin rahte
tum use le chalo lab-e-kausar
ai farishto ye karbalaai hai
donon laazim hain laa-zavaal bhi hain
ik tiraa husn ik miraa ye ishq
tere saanche mein Dhal gayaa aakhir
shahr saaraa badal gayaa aakhir
jise bhi dost banaayaa vo ban gayaa dushman
ye ham ne kaun si taqsir ki sazaa paai
baat ahl-e-junun ki kyaa samjhe
vo khirad jo kaDe ziyaan mein hai
Ghazalग़ज़ल
ham se mil kar koi guftugu kijiye
हम से मिल कर कोई गुफ़्तुगू कीजिए
zikr-e-shab ke saiid ho gae kyaa
ज़िक्र-ए-शब के सईद हो गए क्या
shahr-dar-shahr dida-var bhaTke
शहर-दर-शहर दीदा-वर भटके
jalva hai vo ki taab-e-nazar tak nahin rahi
जल्वा है वो कि ताब-ए-नज़र तक नहीं रही
khayaal aatishin khvaabida suratein di hain
ख़याल आतिशीं ख़्वाबीदा सूरतें दी हैं
jab tiri zaat ko phailaa huaa dariyaa samjhun
जब तिरी ज़ात को फैला हुआ दरिया समझूँ





