dhuup chhuti hai badan ko jab 'shamim'
barf ke suraj pighal jaate hain kyuun

Farooq Shamim
Farooq Shamim
Sherशेर
See all 7 →dhuup chhuti hai badan ko jab 'shamim'
धूप छूती है बदन को जब 'शमीम'
har ek lafz men poshida ik alaao na rakh
हर एक लफ़्ज़ में पोशीदा इक अलाव न रख
hain raakh raakh magar aaj tak nahin bikhre
हैं राख राख मगर आज तक नहीं बिखरे
vaqt ik mauj hai aata hai guzar jaata hai
वक़्त इक मौज है आता है गुज़र जाता है
jhuuT sach men koi pahchan kare bhi kaise
झूट सच में कोई पहचान करे भी कैसे
apne hi fan ki aag men jalte rahe 'shamim'
अपने ही फ़न की आग में जलते रहे 'शमीम'
Popular Sher & Shayari
14 totalhar ek lafz men poshida ik alaao na rakh
hai dosti to takalluf ka rakh-rakhao na rakh
hain raakh raakh magar aaj tak nahin bikhre
kaho hava se hamari misal le aa.e
vaqt ik mauj hai aata hai guzar jaata hai
Duub jaate hain jo lamhat ubharte kab hain
jhuuT sach men koi pahchan kare bhi kaise
jo haqiqat ka hi meyar fasana Thahra
apne hi fan ki aag men jalte rahe 'shamim'
honTon pe sab ke hausla-afza.i rah ga.i
jhuuT sach mein koi pahchaan kare bhi kaise
jo haqiqat kaa hi meyaar fasaana Thahraa
apne hi fan ki aag mein jalte rahe 'shamim'
honTon pe sab ke hausla-afzaai rah gai
dhuup chhuti hai badan ko jab 'shamim'
barf ke suraj pighal jaate hain kyuun
hisaar-e-zaat se kaT kar to ji nahin sakte
bhanvar ki zad se yuun mahfuz apni naav na rakh
vaqt ik mauj hai aataa hai guzar jaataa hai
Duub jaate hain jo lamhaat ubharte kab hain
hain raakh raakh magar aaj tak nahin bikhre
kaho havaa se hamaari misaal le aae
Ghazalग़ज़ल
dard ke chehre badal jaate hain kyuun
दर्द के चेहरे बदल जाते हैं क्यूँ
har ek lafz mein poshida ik alaao na rakh
हर एक लफ़्ज़ में पोशीदा इक अलाव न रख
ghazlon mein ab vo rang na raanaai rah gai
ग़ज़लों में अब वो रंग न रानाई रह गई
silsile khvaab ke ashkon se sanvarte kab hain
सिलसिले ख़्वाब के अश्कों से सँवरते कब हैं
jo khud pe baiThe biThaae zavaal le aae
जो ख़ुद पे बैठे बिठाए ज़वाल ले आए
main to lamhaat ki saazish kaa nishaana Thahraa
मैं तो लम्हात की साज़िश का निशाना ठहरा





