"main tire vaste a.ina tha apni surat ko taras ab kya hai"

Ghulam Murtaza Rahi
Ghulam Murtaza Rahi
Sherशेर
See all 49 →main tire vaste a.ina tha
मैं तिरे वास्ते आईना था
dil ne tamanna ki thi jis ki barson tak
दिल ने तमन्ना की थी जिस की बरसों तक
purkhon se chali aati hai ye naql-e-makani
पुरखों से चली आती है ये नक़्ल-ए-मकानी
kisi ki raah men aane ki ye bhi surat hai
किसी की राह में आने की ये भी सूरत है
yaron ne meri raah men divar khinch kar
यारों ने मेरी राह में दीवार खींच कर
ye daur hai jo tumhara rahega ye bhi nahin
ये दौर है जो तुम्हारा रहेगा ये भी नहीं
Popular Sher & Shayari
98 total"dil ne tamanna ki thi jis ki barson tak aise zakhm ko achchha kar ke baiTh ga.e"
"purkhon se chali aati hai ye naql-e-makani ab mujh se bhi khali mira ghar hone laga hai"
"kisi ki raah men aane ki ye bhi surat hai ki saaya ke liye divar ho liya jaa.e"
"yaron ne meri raah men divar khinch kar mash.hur kar diya ki mujhe saaya chahiye"
"ye daur hai jo tumhara rahega ye bhi nahin koi zamana tha mera guzar gaya vo bhi"
dekhne sunne kaa maza jab hai
kuchh haqiqat ho kuchh fasaana ho
hisaar-e-jism miraa toD-phoD Daalegaa
zarur koi mujhe qaid se chhuDaa legaa
ab aur der na kar hashr barpaa karne mein
miri nazar tire didaar ko tarasti hai
chale the jis ki taraf vo nishaan khatm huaa
safar adhuraa rahaa aasmaan khatm huaa
har ek saans mujhe khinchti hai us ki taraf
ye kaun mere liye be-qaraar rahtaa hai
sahraa jangal saagar parbat
in se hi rasta miltaa hai
Ghazalग़ज़ल
baDhaa jab us ki tavajjoh kaa silsila kuchh aur
बढ़ा जब उस की तवज्जोह का सिलसिला कुछ और
nahin hai bahr-o-bar mein aisaa mere yaar koi
नहीं है बहर-ओ-बर में ऐसा मेरे यार कोई
Thahar Thahar ke miraa intizaar kartaa chal
ठहर ठहर के मिरा इंतिज़ार करता चल
kahin kahin se pur-asraar ho liyaa jaae
कहीं कहीं से पुर-असरार हो लिया जाए
main ye dekh ke bhi rukaa nahin ki ghubaar thaa
मैं ये देख के भी रुका नहीं कि ग़ुबार था
jab dhuup mein fasl pak rahi thi
जब धूप में फ़स्ल पक रही थी





