"hai afsos ai umr jaane ka tere ki tu mere paas ek muddat rahi hai"
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sherशेर
See all 30 →hai afsos ai umr jaane ka tere
है अफ़्सोस ऐ उम्र जाने का तेरे
ada ko tiri mera ji janta hai
अदा को तिरी मेरा जी जानता है
diin o duniya ka jo nahin paband
दीन ओ दुनिया का जो नहीं पाबंद
kab is ji ki halat koi janta hai
कब इस जी की हालत कोई जानता है
ishq men dard se hai hurmat-e-dil
इश्क़ में दर्द से है हुर्मत-ए-दिल
kabhi haath bhi aa.ega yaar sach kah
कभी हाथ भी आएगा यार सच कह
Popular Sher & Shayari
60 total"ada ko tiri mera ji janta hai harif apna har koi pahchanta hai"
"diin o duniya ka jo nahin paband vo faraghat tamam rakhta hai"
"kab is ji ki halat koi janta hai jo ji janta hai so ji janta hai"
"ishq men dard se hai hurmat-e-dil chashm ko aabru hai aansu se"
"kabhi haath bhi aa.ega yaar sach kah ya yunhi tu baten banata rahega"
kahun ki shaikh-e-zamaana huun laaf to ye hai
main apne but kaa barahman huun saaf to ye hai
ishq mein dard se hai hurmat-e-dil
chashm ko aabru hai aansu se
shab-e-hijr mein ek din dekhnaa
agar zindagi hai to mar jaaeinge
kabhi haath bhi aaegaa yaar sach kah
yaa yunhi tu baatein banaataa rahegaa
na tu jaldi kar ai dast-e-junun naaseh ko siine de
bahaar aa pahunchi ab koi Thaharte hain rafu is ke
yaar gar puchhe to kiije kuchh arz
baat par baat kahi jaati hai
Ghazalग़ज़ल
ashk aankhon ke andar na rahaa hai na rahegaa
अश्क आँखों के अंदर न रहा है न रहेगा
jo yuun aap bairun-e-dar jaaeinge
जो यूँ आप बैरून-ए-दर जाएँगे
mahzun na ho 'huzur' ab aataa hai yaar apnaa
महज़ूँ न हो 'हुज़ूर' अब आता है यार अपना
aankhon kaa khudaa hi hai ye aansu ki hai gar mauj
आँखों का ख़ुदा ही है ये आँसू की है गर मौज
jab se gayaa hai vo miraa imaan-e-zindagi
जब से गया है वो मिरा ईमान-ए-ज़िंदगी
gul-ezaar aur bhi yuun rakhte hain rang aur namak
गुल-एज़ार और भी यूँ रखते हैं रंग और नमक





