vo ek din ek ajnabi ko
miri kahani suna raha tha

Gulzar
Gulzar
Sherशेर
See all 52 →vo ek din ek ajnabi ko
वो एक दिन एक अजनबी को
1 views
jis ki ankhon men kaTi thiin sadiyan
जिस की आँखों में कटी थीं सदियाँ
ham ne aksar tumhari rahon men
हम ने अक्सर तुम्हारी राहों में
kal ka har vaqi.a tumhara tha
कल का हर वाक़िआ तुम्हारा था
main chup karata huun har shab umaDti barish ko
मैं चुप कराता हूँ हर शब उमडती बारिश को
adatan tum ne kar diye va.ade
आदतन तुम ने कर दिए वादे
Popular Sher & Shayari
104 totaljis ki ankhon men kaTi thiin sadiyan
us ne sadiyon ki juda.i di hai
ham ne aksar tumhari rahon men
ruk kar apna hi intizar kiya
kal ka har vaqi.a tumhara tha
aaj ki dastan hamari hai
main chup karata huun har shab umaDti barish ko
magar ye roz ga.i baat chheD deti hai
adatan tum ne kar diye va.ade
adatan ham ne e'tibar kiya
aap ne auron se kahaa sab kuchh
ham se bhi kuchh kabhi kahin kahte
aaina dekh kar tasalli hui
ham ko is ghar mein jaantaa hai koi
shaam se aankh mein nami si hai
aaj phir aap ki kami si hai
aadatan tum ne kar diye vaade
aadatan ham ne e'tibaar kiyaa
aap ke baa'd har ghaDi ham ne
aap ke saath hi guzaari hai
kabhi to chaunk ke dekhe koi hamaari taraf
kisi ki aankh mein ham ko bhi intizaar dikhe
Ghazalग़ज़ल
zikr aae to mire lab se duaaein niklein
ज़िक्र आए तो मिरे लब से दुआएँ निकलें
jab bhi aankhon mein ashk bhar aae
जब भी आँखों में अश्क भर आए
havaa ke siing na pakDo khadeD deti hai
हवा के सींग न पकड़ो खदेड़ देती है
mujhe andhere mein be-shak biThaa diyaa hotaa
मुझे अँधेरे में बे-शक बिठा दिया होता
tinkaa tinkaa kaanTe toDe saari raat kaTaai ki
तिनका तिनका काँटे तोड़े सारी रात कटाई की
peD ke patton mein halchal hai khabar-daar se hain
पेड़ के पत्तों में हलचल है ख़बर-दार से हैं





