hai naved-e-bahar har lab par
kam-nasibon ko e'tibar nahin

Habeeb Ahmad Siddiqui
Habeeb Ahmad Siddiqui
Sherशेर
See all 35 →hai naved-e-bahar har lab par
है नवेद-ए-बहार हर लब पर
gulon se itni bhi vabastagi nahin achchhi
गुलों से इतनी भी वाबस्तगी नहीं अच्छी
ab bahut duur nahin manzil-e-dost
अब बहुत दूर नहीं मंज़िल-ए-दोस्त
taslim hai sa.adat-e-hosh-o-khirad magar
तस्लीम है सआदत-ए-होश-ओ-ख़िरद मगर
ashna jab tak na tha us ki nigah-e-lutf se
आश्ना जब तक न था उस की निगाह-ए-लुत्फ़ से
maut ke baa'd bhi marne pe na raazi hona
मौत के ब'अद भी मरने पे न राज़ी होना
Popular Sher & Shayari
70 totalgulon se itni bhi vabastagi nahin achchhi
rahe khayal ki ahd-e-khizan bhi aata hai
ab bahut duur nahin manzil-e-dost
ka.abe se chand qadam aur sahi
taslim hai sa.adat-e-hosh-o-khirad magar
jiine ke vaste dil-e-nadan bhi chahiye
ashna jab tak na tha us ki nigah-e-lutf se
vardat-e-qalb ko husn-e-bayan samjha tha main
maut ke baa'd bhi marne pe na raazi hona
yahi ehsas to sarmaya-e-din hota hai
hai naved-e-bahaar har lab par
kam-nasibon ko e'tibaar nahin
gulon se itni bhi vaabastagi nahin achchhi
rahe khayaal ki ahd-e-khizaan bhi aataa hai
ek kaaba ke sanam toDe to kyaa
nasl-o-millat ke sanam-khaane bahut
tag-o-taaz-e-paiham hai miraas-e-aadam
mire muntazir kuchh jahaan aur bhi hain
faiz-e-ayyaam-e-bahaar ahl-e-qafas kyaa jaanein
chand tinke the nasheman ke jo ham tak pahunche
raanaai-e-bahaar pe the sab farefta
afsos koi mahram-e-raaz-e-khizaan na thaa
Ghazalग़ज़ल
dil mein vo kaifiyat-e-nashsha-e-sahbaa hi nahin
दिल में वो कैफ़ियत-ए-नश्शा-ए-सहबा ही नहीं
aur ai chashm-e-tarab baada-e-gulfaam abhi
और ऐ चश्म-ए-तरब बादा-ए-गुलफ़ाम अभी
mujhe aamaajgaah-e-naavak-e-bedaad rahne de
मुझे आमाजगाह-ए-नावक-ए-बेदाद रहने दे
is kaa to gham nahin dil-e-divaana jal gayaa
इस का तो ग़म नहीं दिल-ए-दीवाना जल गया
yuun tabassum-rez hai dil chashm-e-khandaan dekh kar
यूँ तबस्सुम-रेज़ है दिल चश्म-ए-ख़ंदाँ देख कर
bahut latif hai ye mukhtasar jahaan apnaa
बहुत लतीफ़ है ये मुख़्तसर जहाँ अपना





