"pi kar do ghunT dekh zahid kya tujh se kahun sharab kya hai"

Hafeez Jaunpuri
Hafeez Jaunpuri
Sherशेर
See all 43 →pi kar do ghunT dekh zahid
पी कर दो घूँट देख ज़ाहिद
zahid ko raT lagi hai sharab-e-tuhur ki
ज़ाहिद को रट लगी है शराब-ए-तुहूर की
bura hi kya hai baratna purani rasmon ka
बुरा ही क्या है बरतना पुरानी रस्मों का
pahunche us ko salam mera
पहुँचे उस को सलाम मेरा
the chor mai-kade ke masjid ke rahne vaale
थे चोर मय-कदे के मस्जिद के रहने वाले
vo mana.ega jis se ruThe ho
वो मनाएगा जिस से रूठे हो
Popular Sher & Shayari
86 total"zahid ko raT lagi hai sharab-e-tuhur ki aaya hai mai-kade men to sujhi hai duur ki"
"bura hi kya hai baratna purani rasmon ka kabhi sharab ka piina bhi kya halal na tha"
"pahunche us ko salam mera bhule se na le jo naam mera"
"the chor mai-kade ke masjid ke rahne vaale mai se bhara hua hai jo zarf hai vazu ka"
"vo mana.ega jis se ruThe ho ham ko minnat se ajizi se gharaz"
is ko samjho na khatt-e-nafs 'hafiz'
aur hi kuchh hai shaaeri se gharaz
jo divaanon ne paimaaish ki hai maidaan-e-qayaamat ki
faqat do gaz zamin Thahri vo mere dasht-e-vahshat ki
o aankh badal ke jaane vaale
kuchh dhyaan kisi ki aajizi kaa
pari thi koi chhalaavaa thi yaa javaani thi
kahaan ye ho gai champat jhalak dikhaa ke mujhe
kabhi masjid mein jo vaaiz kaa bayaan suntaa huun
yaad aati hai mujhe pir-e-kharaabaat ki baat
bahut duur to kuchh nahin ghar miraa
chale aao ik din Tahalte hue
Ghazalग़ज़ल
yuun uThaa de hamaare ji se gharaz
यूँ उठा दे हमारे जी से ग़रज़
adaa pariyon ki surat huur ki aankhein ghazaalon ki
अदा परियों की सूरत हूर की आँखें ग़ज़ालों की
ab to nahin aasraa kisi kaa
अब तो नहीं आसरा किसी का
un ko dil de ke pashemaani hai
उन को दिल दे के पशेमानी है
munh miraa ek ek taktaa thaa
मुँह मिरा एक एक तकता था
jaan hi jaae to jaae dard-e-dil
जान ही जाए तो जाए दर्द-ए-दिल





