har shai ko zamin apni taraf khinch rahi hai
kab aata hai dharti pe gagan dekhte rahna

Haneef Najmi
Haneef Najmi
Sherशेर
See all 49 →har shai ko zamin apni taraf khinch rahi hai
हर शय को ज़मीं अपनी तरफ़ खींच रही है
agar jahan men koi aa.ina nahin tera
अगर जहाँ में कोई आइना नहीं तेरा
vo khafa hain to rahen ham ko manana bhi nahin
वो ख़फ़ा हैं तो रहें हम को मनाना भी नहीं
sha'iri kya hai miri jaan tujhe ma'lum nahin
शा'इरी क्या है मिरी जाँ तुझे मा'लूम नहीं
vo ik jagah na kahin rah saka aur us ke saath
वो इक जगह न कहीं रह सका और उस के साथ
javaz kuchh nahin hota hamari khushiyon ka
जवाज़ कुछ नहीं होता हमारी ख़ुशियों का
Popular Sher & Shayari
98 totalagar jahan men koi aa.ina nahin tera
to phir tujhi ko tire ru-ba-ru karunga main
vo khafa hain to rahen ham ko manana bhi nahin
un ko aana bhi nahin ham ko bulana bhi nahin
sha'iri kya hai miri jaan tujhe ma'lum nahin
ek tohmat hai jo mujh par bhi laga di ga.i hai
vo ik jagah na kahin rah saka aur us ke saath
kiraya-dar the ham bhi makan badalte rahe
javaz kuchh nahin hota hamari khushiyon ka
udaas rahne ka koi sabab nahin hota
mili na ham ko shahaadat to kyaa ye kyaa kam hai
ki saari 'umr rah-e-karbalaa pe chalte rahe
tire gham ne 'ataa ki hai 'ajab paakizgi mujh ko
main rotaa huun to aankhon se miri zamzam nikaltaa hai
hai dida-var to ek nazar mein parakh mujhe
laazim nahin kisi ko kai baar dekhnaa
bhalaa vo khaak samjheinge khudaa kyaa hai khudi kyaa hai
jo ab tak ye nahin samjhe maqaam-e-aadmi kyaa hai
bisaat-e-khaak par behad qad-aavar lag rahe the jo
bulandi par pahunch kar vo bahut chhoTe nazar aae
shaa'iri kyaa hai miri jaan tujhe maa'lum nahin
ek tohmat hai jo mujh par bhi lagaa di gai hai
Ghazalग़ज़ल
do din se eqtidaar mein kyaa aa gayaa khudaa
दो दिन से इक़्तिदार में क्या आ गया ख़ुदा
vasl ki dhun mein sadaa mahv-e-bukaa rahtaa huun main
वस्ल की धुन में सदा महव-ए-बुका रहता हूँ मैं
ye mat samjho haqiqat se kinaara karne vaalaa huun
ये मत समझो हक़ीक़त से किनारा करने वाला हूँ
na ahl-e-dil hain na fikr-o-nigaah vaale hain
न अहल-ए-दिल हैं न फ़िक्र-ओ-निगाह वाले हैं
jo is zamin se kabhi phir numu karungaa main
जो इस ज़मीं से कभी फिर नुमू करूँगा मैं
miri nazar ko 'abas tu buraai deti hai
मिरी नज़र को 'अबस तू बुराई देती है





