ye us ke pyaar ki baten faqat qisse purane hain
bhala kachche ghaDe par kaun dariya paar karta hai

Hasan Rizvi
Hasan Rizvi
Sherशेर
ye us ke pyaar ki baten faqat qisse purane hain
ये उस के प्यार की बातें फ़क़त क़िस्से पुराने हैं
kabhi kitabon men phuul rakhna kabhi darakhton pe naam likhna
कभी किताबों में फूल रखना कभी दरख़्तों पे नाम लिखना
tha jo ek lamha visal ka vo riyaz tha ka.i saal ka
था जो एक लम्हा विसाल का वो रियाज़ था कई साल का
ab us se baDh ke bhala mo'tabar kahen kis ko
अब उस से बढ़ के भला मो'तबर कहें किस को
na vo iqrar karta hai na vo inkar karta hai
न वो इक़रार करता है न वो इंकार करता है
Popular Sher & Shayari
10 totalkabhi kitabon men phuul rakhna kabhi darakhton pe naam likhna
hamen bhi hai yaad aaj tak vo nazar se harf-e-salam likhna
tha jo ek lamha visal ka vo riyaz tha ka.i saal ka
vahi ek pal men guzar gaya jise umr guzri pukarte
ab us se baDh ke bhala mo'tabar kahen kis ko
zamana us ka hai mazi-o-hal us ke hain
na vo iqrar karta hai na vo inkar karta hai
hamen phir bhi guman hai vo hamin se pyaar karta hai
na vo iqraar kartaa hai na vo inkaar kartaa hai
hamein phir bhi gumaan hai vo hamin se pyaar kartaa hai
ye us ke pyaar ki baatein faqat qisse puraane hain
bhalaa kachche ghaDe par kaun dariyaa paar kartaa hai
kabhi kitaabon mein phuul rakhnaa kabhi darakhton pe naam likhnaa
hamein bhi hai yaad aaj tak vo nazar se harf-e-salaam likhnaa
thaa jo ek lamha visaal kaa vo riyaaz thaa kai saal kaa
vahi ek pal mein guzar gayaa jise umr guzri pukaarte
ab us se baDh ke bhalaa mo'tabar kahein kis ko
zamaana us kaa hai maazi-o-haal us ke hain
Ghazalग़ज़ल
mohabbat kaa ajab zaaviya hai
मोहब्बत का अजब ज़ाविया है
phir nae khvaab bunein phir nai rangat chaahein
फिर नए ख़्वाब बुनें फिर नई रंगत चाहें
anis-e-jaan hain abhi tak nishaaniyaan us ki
अनीस-ए-जाँ हैं अभी तक निशानियाँ उस की
khilne lage hain phuul aur patte hare hue
खिलने लगे हैं फूल और पत्ते हरे हुए
kabhi shaam-e-hijr guzaarte kabhi zulf-e-yaar sanvaarte
कभी शाम-ए-हिज्र गुज़ारते कभी ज़ुल्फ़-ए-यार सँवारते
tamaam shobade us ke kamaal us ke hain
तमाम शोबदे उस के कमाल उस के हैं





