siiTi ki avaz suni aur saara maazi lauT aaya
pas-manzar men rail nahin hai puura ek afsana hai

Iftikhar Haidar
Iftikhar Haidar
Sherशेर
See all 18 →siiTi ki avaz suni aur saara maazi lauT aaya
सीटी की आवाज़ सुनी और सारा माज़ी लौट आया
be-khata hai tu phir bhi Dar ai dost
बे-ख़ता है तू फिर भी डर ऐ दोस्त
ye jo tum maut se Darate ho
ये जो तुम मौत से डराते हो
jitni fursat hai zindagi men nasib
जितनी फ़ुर्सत है ज़िंदगी में नसीब
umiden bandh rakkhi hain tire lutf-o-karam se
उमीदें बाँध रक्खी हैं तिरे लुत्फ़-ओ-करम से
miir ke kuchh ash.ar mila kar rashid ki kuchh nazmon men
मीर के कुछ अशआ'र मिला कर राशिद की कुछ नज़्मों में
Popular Sher & Shayari
36 totalbe-khata hai tu phir bhi Dar ai dost
be-khata hi na dhar liya jaa.e
ye jo tum maut se Darate ho
zindagi sab ka mas.ala nahin hai
jitni fursat hai zindagi men nasib
utni fursat men main se tu ho ja
umiden bandh rakkhi hain tire lutf-o-karam se
siyah-a.amal huun to goshvara kaun dekhe
miir ke kuchh ash.ar mila kar rashid ki kuchh nazmon men
vahshat ki amezish kar ke ik uslub banana hai
miir ke kuchh ashaar milaa kar raashid ki kuchh nazmon mein
vahshat ki aamezish kar ke ik uslub banaanaa hai
siiTi ki aavaaz suni aur saaraa maazi lauT aayaa
pas-manzar mein rail nahin hai puuraa ek afsaana hai
jitni fursat hai zindagi mein nasib
utni fursat mein main se tu ho jaa
tire baghair guzaaraa nahin kisi surat
use ye baat bataane se baat bigDi hai
shaam hote hi tere hijr kaa dukh
dil mein khema lagaa ke baiTh gayaa
bijli gai to vo bhi hamaare makaan ki
bijli giri to vo bhi hamaare makaan par
Ghazalग़ज़ल
ham turbat-e-bosida se murdaar nikaalein
हम तुर्बत-ए-बोसीदा से मुर्दार निकालें
aarzuein na chhin khvaab na chhin
आरज़ूएँ न छीन ख़्वाब न छीन
vahshat firaaq khauf tiraa dhyaan al-amaan
वहशत फ़िराक़ ख़ौफ़ तिरा ध्यान अल-अमान
koi an-honaa vaaqia nahin hai
कोई अन-होना वाक़िआ' नहीं है
faiz-e-ahd-e-jadid tanhaai
फ़ैज़-ए-अहद-ए-जदीद तन्हाई
vahshat hai be-zaari hai
वहशत है बे-ज़ारी है





