Sher
jin par nisar naqd-e-sukun naqd-e-jan kiya
un se mile to aisi nadamat hui ki bas

Iqbal Umar
jin par nisar naqd-e-sukun naqd-e-jan kiya
un se mile to aisi nadamat hui ki bas
duniya gharib jaan ke hansti thi 'mir' par
'iqbal' mujh pe aise ye duniya hansi ki bas
tamam din mujhe suraj ke saath chalna tha
mire sabab se mire ham-safar pe dhuup rahi
duniyaa gharib jaan ke hansti thi 'mir' par
'iqbaal' mujh pe aise ye duniyaa hansi ki bas
tamaam din mujhe suraj ke saath chalnaa thaa
mire sabab se mire ham-safar pe dhuup rahi
jin par nisaar naqd-e-sukun naqd-e-jaan kiyaa
un se mile to aisi nadaamat hui ki bas
har ek chiiz kaa is tarah kaal paDne lagaa
हर एक चीज़ का इस तरह काल पड़ने लगा
ab ilaaj-e-dil-e-bimaar-e-sahar ho ki na ho
अब इलाज-ए-दिल-ए-बीमार-ए-सहर हो कि न हो
ham jis taraf nikal paDe vaaraftagi ke saath
हम जिस तरफ़ निकल पड़े वारफ़्तगी के साथ
ek ik lamha ki ek ek sadi ho jaise
एक इक लम्हा कि एक एक सदी हो जैसे
chhu ke kyaa zulf-e-pareshaan ko sabaa aai hai
छू के क्या ज़ुल्फ़-ए-परेशाँ को सबा आई है
chaandni raat hai aaj kitni sajal
चाँदनी रात है आज कितनी सजल