tu bhi to haTa jism ke suraj se andhere
ye mahki hui raat bhi mahtab-ba-kaf hai

Izhar Asar
Izhar Asar
Sherशेर
tu bhi to haTa jism ke suraj se andhere
तू भी तो हटा जिस्म के सूरज से अंधेरे
un se milne ka manzar bhi dil-chasp tha ai 'asar'
उन से मिलने का मंज़र भी दिल-चस्प था ऐ 'असर'
tarikiyon ke paar chamakti hai koi shai
तारीकियों के पार चमकती है कोई शय
ek hi shai thi ba-andaz-e-digar mangi thi
एक ही शय थी ब-अंदाज़-ए-दिगर माँगी थी
tamam maz.har-e-fitrat tire ghazal-khvan hain
तमाम मज़हर-ए-फ़ितरत तिरे ग़ज़ल-ख़्वाँ हैं
Popular Sher & Shayari
10 totalun se milne ka manzar bhi dil-chasp tha ai 'asar'
is taraf se baharen chalin aur udhar se khiza.en chalin
tarikiyon ke paar chamakti hai koi shai
shayad mire junun-e-safar ki umang hai
ek hi shai thi ba-andaz-e-digar mangi thi
main ne bina.i nahin tujh se nazar mangi thi
tamam maz.har-e-fitrat tire ghazal-khvan hain
ye chandni bhi tire jism ka qasida hai
tu bhi to haTaa jism ke suraj se andhere
ye mahki hui raat bhi mahtaab-ba-kaf hai
un se milne kaa manzar bhi dil-chasp thaa ai 'asar'
is taraf se bahaarein chalin aur udhar se khizaaein chalin
taarikiyon ke paar chamakti hai koi shai
shaayad mire junun-e-safar ki umang hai
ek hi shai thi ba-andaaz-e-digar maangi thi
main ne binaai nahin tujh se nazar maangi thi
tamaam mazhar-e-fitrat tire ghazal-khvaan hain
ye chaandni bhi tire jism kaa qasida hai
Ghazalग़ज़ल
kyon na ho mujh se siyah-bakht ke tan mein suraj
क्यों न हो मुझ से सियह-बख़्त के तन में सूरज
zuhur meraa azal se hai irtiqaa ban kar
ज़ुहूर मेरा अज़ल से है इर्तिक़ा बन कर
yuun dahaktaa hai tiri yaad kaa tan mein suraj
यूँ दहकता है तिरी याद का तन में सूरज
ye daastaan hai shahidon ki khun-chakidaa hai
ये दास्ताँ है शहीदों की ख़ूँ-चकीदा है
ek suraj kaa kyaa zikr hai kahkashaaein chalin
एक सूरज का क्या ज़िक्र है कहकशाएँ चलीं
sofaar-e-tasavvur hai sitaaron kaa hadaf hai
सोफ़ार-ऐ-तसव्वुर है सितारों का हदफ़ है





