Sher
vahm-o-guman ne aas bandha.i tamam raat
aahaT khiram-e-naz ki aa.i tamam raat

Jalee Amrohvi
vahm-o-guman ne aas bandha.i tamam raat
aahaT khiram-e-naz ki aa.i tamam raat
maut aa jaa.e ya vo aa jaa.en
aaj qissa tamam ho jaa.e
aap aate hain to aa jaa.en magar ye shart hai
mujh se bargashta na ho jaa.en miri tanha.iyan
aap aate hain to aa jaaein magar ye shart hai
mujh se bargashta na ho jaaein miri tanhaaiyaan
maut aa jaae yaa vo aa jaaein
aaj qissa tamaam ho jaae
vahm-o-gumaan ne aas bandhaai tamaam raat
aahaT khiraam-e-naaz ki aai tamaam raat
basti basti kucha kucha shahr ko laala-faam kiyaa
बस्ती बस्ती कूचा कूचा शहर को लाला-फ़ाम किया
vahshaton mein 'ishq ki vo shaana farmaaeinge kyaa
वहशतों में 'इश्क़ की वो शाना फ़रमाएँगे क्या
donon aalam se ayaan thaa mujhe maalum na thaa
दोनों आलम से अयाँ था मुझे मा'लूम न था
dil hai vaabasta miraa hasrat-e-naakaam ke saath
दिल है वाबस्ता मिरा हसरत-ए-नाकाम के साथ
itnaa pur-josh mere dard kaa dhaaraa to na thaa
इतना पुर-जोश मेरे दर्द का धारा तो न था
vahm-o-gumaan ne aas bandhaai tamaam raat
वहम-ओ-गुमाँ ने आस बँधाई तमाम रात