bahut udaas tha us din magar hua kya tha
har ek baat bhali thi to phir bura kya tha

Javed Nasir
Javed Nasir
Sherशेर
See all 12 →bahut udaas tha us din magar hua kya tha
बहुत उदास था उस दिन मगर हुआ क्या था
dasht ki dhuup hai jangal ki ghani raten hain
दश्त की धूप है जंगल की घनी रातें हैं
dosto tum se guzarish hai yahan mat aao
दोस्तो तुम से गुज़ारिश है यहाँ मत आओ
raat aa jaa.e to phir tujh ko pukarun ya-rab
रात आ जाए तो फिर तुझ को पुकारूँ या-रब
khuda abad rakkhe zindagi ko
ख़ुदा आबाद रक्खे ज़िंदगी को
ghaDi jo biit ga.i us ka bhi shumar kiya
घड़ी जो बीत गई उस का भी शुमार किया
Popular Sher & Shayari
24 totaldasht ki dhuup hai jangal ki ghani raten hain
is kahani men bahr haal ka.i baten hain
dosto tum se guzarish hai yahan mat aao
is baDe shahr men tanha.i bhi mar jaati hai
raat aa jaa.e to phir tujh ko pukarun ya-rab
meri avaz ujale men bikhar jaati hai
khuda abad rakkhe zindagi ko
hamari khamushi ko sah ga.i hai
ghaDi jo biit ga.i us ka bhi shumar kiya
nisab-e-jan men tiri khamushi bhi shamil ki
aahaT bhi agar ki to tah-e-zaat nahin ki
lafzon ne kai din se koi baat nahin ki
khulti hain aasmaan mein samundar ki khiDkiyaan
be-din raaston pe kahin apnaa ghar to hai
bahut udaas thaa us din magar huaa kyaa thaa
har ek baat bhali thi to phir buraa kyaa thaa
dasht ki dhuup hai jangal ki ghani raatein hain
is kahaani mein bahr haal kai baatein hain
dosto tum se guzaarish hai yahaan mat aao
is baDe shahr mein tanhaai bhi mar jaati hai
raat aa jaae to phir tujh ko pukaarun yaa-rab
meri aavaaz ujaale mein bikhar jaati hai
Ghazalग़ज़ल
kabhi azaab kabhi ek taaziyaana hai
कभी अज़ाब कभी एक ताज़ियाना है
ghar ki tasalliyon mein javaaz-e-hunar to hai
घर की तसल्लियों में जवाज़-ए-हुनर तो है
duniyaa hai tez dhuup samundar hai jaise tu
दुनिया है तेज़ धूप समुंदर है जैसे तू
sukut-e-shar se pighalte hain vaaqiaat bahut
सुकूत-ए-शर से पिघलते हैं वाक़िआ'त बहुत
buri khabar hai use mushtahar nahin karte
बुरी ख़बर है उसे मुश्तहर नहीं करते
dasht ki dhuup hai jangal ki ghani raatein hain
दश्त की धूप है जंगल की घनी रातें हैं





