Sher
jiya ja.ega kaise haan magar jiina zaruri hai
tumhari yaad aur tanha safar hai maan lete hain

Jiya Shah
jiya ja.ega kaise haan magar jiina zaruri hai
tumhari yaad aur tanha safar hai maan lete hain
be-laus vafaon ke dhani tum ho magar haan
dastak pe na dar kholo to qismat nahin rahti
bahut se ghaav hain dil par tumhari na-rava.i ke
ki siina khud se hai in ko chalo ham maan lete hain
jiyaa jaaegaa kaise haan magar jiinaa zaruri hai
tumhaari yaad aur tanhaa safar hai maan lete hain
be-laus vafaaon ke dhani tum ho magar haan
dastak pe na dar kholo to qismat nahin rahti
bahut se ghaav hain dil par tumhaari naa-ravaai ke
ki siinaa khud se hai in ko chalo ham maan lete hain
koi jab chhoD jaataa hai to dil ki maut hoti hai
कोई जब छोड़ जाता है तो दिल की मौत होती है
le uDe phuul se khushbu ko fazaa mahkaae
ले उड़े फूल से ख़ुश्बू को फ़ज़ा महकाए
samundar ki haqiqat paa gae gahraai mein jaa kar
समुंदर की हक़ीक़त पा गए गहराई में जा कर
choT lag jaae bhi to dard nahin hotaa mujhe
चोट लग जाए भी तो दर्द नहीं होता मुझे
mohabbat rog hai jaan kaa nahin is ki davaa koi
मोहब्बत रोग है जाँ का नहीं इस की दवा कोई