hamesha aap ko samjha ki aap apne hain
hamesha aap ne samjha ki dusre hain ham

Kamal Jafari
Kamal Jafari
Sherशेर
hamesha aap ko samjha ki aap apne hain
हमेशा आप को समझा कि आप अपने हैं
sitam-e-garmi-e-sahra mujhe ma.alum na tha
सितम-ए-गर्मी-ए-सहरा मुझे मालूम न था
qarib rah ki bhi tu mujh se duur duur raha
क़रीब रह कि भी तू मुझ से दूर दूर रहा
bikhra bikhra huun ek muddat se
बिखरा बिखरा हूँ एक मुद्दत से
zalzala nepal men aaya ki hindostan men
ज़लज़ला नेपाल में आया कि हिन्दोस्तान में
Popular Sher & Shayari
10 totalsitam-e-garmi-e-sahra mujhe ma.alum na tha
khushk ho ja.ega dariya mujhe ma.alum na tha
qarib rah ki bhi tu mujh se duur duur raha
ye aur baat ki barson se tere paas huun main
bikhra bikhra huun ek muddat se
rafta rafta sanvar raha huun main
zalzala nepal men aaya ki hindostan men
zalzale ke naam se tharra uTha saara jahan
hamesha aap ko samjhaa ki aap apne hain
hamesha aap ne samjhaa ki dusre hain ham
sitam-e-garmi-e-sahraa mujhe maalum na thaa
khushk ho jaaegaa dariyaa mujhe maalum na thaa
qarib rah ki bhi tu mujh se duur duur rahaa
ye aur baat ki barson se tere paas huun main
bikhraa bikhraa huun ek muddat se
rafta rafta sanvar rahaa huun main
zalzala nepal mein aayaa ki hindostaan mein
zalzale ke naam se tharraa uThaa saaraa jahaan
Ghazalग़ज़ल
aavaaz apne dil ki huun baang-e-daraa nahin
आवाज़ अपने दिल की हूँ बाँग-ए-दरा नहीं
dil ki aavaaz jo alfaaz mein Dhaali hui hai
दिल की आवाज़ जो अल्फ़ाज़ में ढाली हुई है
dasht-e-gham se guzar rahaa huun main
दश्त-ए-ग़म से गुज़र रहा हूँ मैं
gul-o-saman ki tarah dil mein hans rahe hain ham
गुल-ओ-समन की तरह दिल में हँस रहे हैं हम
ham bayaabaan se gulistaan ki taraf aa na sake
हम बयाबाँ से गुलिस्ताँ की तरफ़ आ न सके
dhuaan hi dhuaan shaah-raahon mein thaa
धुआँ ही धुआँ शाह-राहों में था





