azab-e-zindagi akhir azab-e-akhirat nikla
hazaron baar mar-mar ke yahan jiina paDa mujh ko

Khizr Nagpuri
Khizr Nagpuri
poet
3Sher
3Shayari
8Ghazal
Sherशेर
Popular Sher & Shayari
6 totalSher
Sher
kiya ishq-e-majazi ne haqiqat ashna mujh ko
buton ne zulm vo Dhaya ki yaad aaya khuda mujh ko
Sher
na rakhna tha kahin ka bhi na rakkha zauq-e-hasti ne
tamasha karna tha akhir tamasha kar diya mujh ko
Shayari
kiyaa ishq-e-majaazi ne haqiqat aashnaa mujh ko
buton ne zulm vo Dhaayaa ki yaad aaya khudaa mujh ko
Shayari
azaab-e-zindagi aakhir azaab-e-aakhirat niklaa
hazaaron baar mar-mar ke yahaan jiinaa paDaa mujh ko
Shayari
na rakhnaa thaa kahin kaa bhi na rakkhaa zauq-e-hasti ne
tamaashaa karnaa thaa aakhir tamaashaa kar diyaa mujh ko
Ghazalग़ज़ल
ग़ज़ल · Ghazal
dil-nashin hai naqsh teri shokhi-e-tahrir kaa
दिल-नशीं है नक़्श तेरी शोख़ी-ए-तहरीर का
ग़ज़ल · Ghazal
sinon mein anal-haq ki chubhan dekh rahaa huun
सीनों में अनल-हक़ की चुभन देख रहा हूँ
ग़ज़ल · Ghazal
nahin hai koi chaman qalb-e-daagh-daar ke baad
नहीं है कोई चमन क़ल्ब-ए-दाग़-दार के बाद
ग़ज़ल · Ghazal
ishrat ki haqiqat kyaa hasti ki musibat kyaa
इशरत की हक़ीक़त क्या हस्ती की मुसीबत क्या
ग़ज़ल · Ghazal
dil jo baiThaa to iztiraab uThaa
दिल जो बैठा तो इज़्तिराब उठा
ग़ज़ल · Ghazal
shab-e-hijraan ko bhagaane ki duaa kaunsi hai
शब-ए-हिज्राँ को भगाने की दुआ कौनसी है





