rafta rafta sab tasviren dhundli hone lagti hain
kitne chehre ek purane album men mar jaate hain

Khushbir Singh Shaad
Khushbir Singh Shaad
Sherशेर
See all 36 →rafta rafta sab tasviren dhundli hone lagti hain
रफ़्ता रफ़्ता सब तस्वीरें धुँदली होने लगती हैं
kuchh talab men bhi izafa karti hain mahrumiyan
कुछ तलब में भी इज़ाफ़ा करती हैं महरूमियाँ
ragon men zahr-e-khamoshi utarne se zara pahle
रगों में ज़हर-ए-ख़ामोशी उतरने से ज़रा पहले
kabhi uruuj pe tha khud pe e'timad mira
कभी उरूज पे था ख़ुद पे ए'तिमाद मिरा
reza reza kar diya jis ne mire ehsas ko
रेज़ा रेज़ा कर दिया जिस ने मिरे एहसास को
ye mumkin hai tumhara aks hi barham ho chehre se
ये मुमकिन है तुम्हारा अक्स ही बरहम हो चेहरे से
Popular Sher & Shayari
72 totalkuchh talab men bhi izafa karti hain mahrumiyan
pyaas ka ehsas baDh jaata hai sahra dekh kar
ragon men zahr-e-khamoshi utarne se zara pahle
bahut taDpi koi avaz marne se zara pahle
kabhi uruuj pe tha khud pe e'timad mira
ghurub kaise hua hai ye aftab na puchh
reza reza kar diya jis ne mire ehsas ko
kis qadar hairan hai vo mujh ko yakja dekh kar
ye mumkin hai tumhara aks hi barham ho chehre se
ise tum aa.ine ki sargirani kyuun samajhte ho
bhanvar jab bhi kisi majbur kashti ko Dubotaa hai
to apni bebasi par duur se saahil taDaptaa hai
ye teraa taaj nahin hai hamaari pagDi hai
ye sar ke saath hi utregi sar kaa hissa hai
'shaad' itni baDh gai hain mere dil ki vahshatein
ab junun mein dasht aur ghar ek jaise ho gae
yahi qatre banaate hain kabhi to ghaas par moti
kabhi shabnam ko ye simaab mein tabdil karte hain
rafta rafta sab tasvirein dhundli hone lagti hain
kitne chehre ek puraane album mein mar jaate hain
ab andheron mein jo ham khauf-zada baiThe hain
kyaa kahein khud hi charaaghon ko bujhaa baiThe hain
Ghazalग़ज़ल
chashm-e-hairat saare manzar ek jaise ho gae
चश्म-ए-हैरत सारे मंज़र एक जैसे हो गए
ek to qayaamat hai is makaan ki tanhaai
एक तो क़यामत है इस मकाँ की तन्हाई
shaam tak phir rang khvaabon kaa bikhar jaaegaa kyaa
शाम तक फिर रंग ख़्वाबों का बिखर जाएगा क्या
ham is dayaar ke is khaak-daan ke the hi nahin
हम इस दयार के इस ख़ाक-दाँ के थे ही नहीं
vahshatein bhi kitni hain aagahi ke paikar mein
वहशतें भी कितनी हैं आगही के पैकर में
samundar ye tiri khaamoshiyaan kuchh aur kahti hain
समुंदर ये तिरी ख़ामोशियाँ कुछ और कहती हैं





