Sher
rahi be-qarari asiri ki yuun hi
to sayyad TukDe tira daam hoga
K
Khwaja Hasan 'Hasan'Khwaja Hasan 'Hasan'
rahi be-qarari asiri ki yuun hi
रही बे-क़रारी असीरी की यूँ ही
vo jab tak ki zulfen sanvara kiya
वो जब तक कि ज़ुल्फ़ें सँवारा किया
vaqt-e-nazzara na ro kahte the ai chashm tujhe
वक़्त-ए-नज़्ज़ारा न रो कहते थे ऐ चश्म तुझे
umanD ke aankh se ik baar bah chale aansu
उमँड के आँख से इक बार बह चले आँसू
rahi be-qarari asiri ki yuun hi
to sayyad TukDe tira daam hoga
vo jab tak ki zulfen sanvara kiya
khaDa us pe main jaan vaara kiya
vaqt-e-nazzara na ro kahte the ai chashm tujhe
shiddat-e-girya se le khaak na sujha, dekha
umanD ke aankh se ik baar bah chale aansu
hansi hansi men jo zikr-e-vida-e-yar aaya
rahi be-qaraari asiri ki yuun hi
to sayyaad TukDe tiraa daam hogaa
vo jab tak ki zulfein sanvaaraa kiyaa
khaDaa us pe main jaan vaaraa kiyaa
vaqt-e-nazzaara na ro kahte the ai chashm tujhe
shiddat-e-girya se le khaak na sujhaa, dekhaa
umanD ke aankh se ik baar bah chale aansu
hansi hansi mein jo zikr-e-vidaa-e-yaar aayaa