Sher
paDhta hai baDe shauq se vo meri kitaben
jis baat se Darta huun vahi baat na paDh le

Latif Shah Shahid
paDhta hai baDe shauq se vo meri kitaben
पढ़ता है बड़े शौक़ से वो मेरी किताबें
ye aur baat ki tu do qadam pe bhuul gaya
ये और बात कि तू दो क़दम पे भूल गया
dusron ki baat aa.i to payambar tha vo shakhs
दूसरों की बात आई तो पयम्बर था वो शख़्स
gham ko ehsas ki miTTi men khuda ne gundha
ग़म को एहसास की मिट्टी में ख़ुदा ने गूँधा
miri ankhon men kilen Thonk do honTon ko silva do
मिरी आँखों में कीलें ठोंक दो होंटों को सिलवा दो
rail ki paTri fasurda shaam tera suitcase
रेल की पटरी फ़सुर्दा शाम तेरा सूटकेस
paDhta hai baDe shauq se vo meri kitaben
jis baat se Darta huun vahi baat na paDh le
ye aur baat ki tu do qadam pe bhuul gaya
hamen to hashr talak tera intizar raha
dusron ki baat aa.i to payambar tha vo shakhs
apni baari par mohabbat se hi murtad ho gaya
gham ko ehsas ki miTTi men khuda ne gundha
aur kuchh ashk mila.e to phir insan kiya
miri ankhon men kilen Thonk do honTon ko silva do
basirat jurm hai mera sadaqat meri aadat hai
rail ki paTri fasurda shaam tera suitcase
phir se ankhon men tire jaane ka manzar aa gaya
khud apne aap se rahtaa hai aadmi naaraaz
udaasiyon ke bhi apne mizaaj hote hain
mujh se to koi taaj-mahal bhi na ban sakaa
be-naam dil ki qabr mein dafnaa diyaa tujhe
chhiDkaa gayaa hai zahr fazaaon mein is tarah
maaon ne apni kokh se buDhe janam diye
gardish-e-ayyaam se chalti hai nabz-e-kaaenaat
vaqt kaa pahiya rukaa to zindagi ruk jaaegi
taaza havaa kharidne aate hain gaanv mein
'shaahid' shahar ke log bhi kaise ajiib hain
ye aur baat ki tu do qadam pe bhuul gayaa
hamein to hashr talak teraa intizaar rahaa