chiiz koi nahin dusri chahiye
baat jis ki hui thi vahi chahiye

Lokesh Tripathi
Lokesh Tripathi
Sherशेर
See all 10 →chiiz koi nahin dusri chahiye
चीज़ कोई नहीं दूसरी चाहिए
raha tha mal mire chehre pe kalikh
रहा था मल मिरे चेहरे पे कालिख
kamane aur ganvane men bacha paaya huun bas itna
कमाने और गँवाने में बचा पाया हूँ बस इतना
vo zid karti hai lekin phir achanak maan jaati hai
वो ज़िद करती है लेकिन फिर अचानक मान जाती है
ye shaam Dhal rahi thi ki aa.i khabar buri
ये शाम ढल रही थी कि आई ख़बर बुरी
ham se hamare khvab bhi jab duur ho ga.e
हम से हमारे ख़्वाब भी जब दूर हो गए
Popular Sher & Shayari
20 totalraha tha mal mire chehre pe kalikh
vo shisha saaf thoDi kar raha tha
kamane aur ganvane men bacha paaya huun bas itna
hamare ghar purane dost dekho ab bhi aate hain
vo zid karti hai lekin phir achanak maan jaati hai
mire chehre ki rangat se vo qimat jaan jaati hai
ye shaam Dhal rahi thi ki aa.i khabar buri
paani ke intizar men ik jhiil mar ga.i
ham se hamare khvab bhi jab duur ho ga.e
majbur tab hue yuun ki mazdur ho ga.e
vo zid karti hai lekin phir achaanak maan jaati hai
mire chehre ki rangat se vo qimat jaan jaati hai
chiiz koi nahin dusri chaahiye
baat jis ki hui thi vahi chaahiye
miraa hi man nahin lagtaa hai us mein
ki us kaa man bhi mujh se bhar gayaa hai
kamaane aur ganvaane mein bachaa paayaa huun bas itnaa
hamaare ghar puraane dost dekho ab bhi aate hain
ye shaam Dhal rahi thi ki aai khabar buri
paani ke intizaar mein ik jhiil mar gai
ham se hamaare khvaab bhi jab duur ho gae
majbur tab hue yuun ki mazdur ho gae
Ghazalग़ज़ल
ham gharibon ki bebasi dekho
हम ग़रीबों की बेबसी देखो
tu hi tu hai jidhar gayaa huun main
तू ही तू है जिधर गया हूँ मैं
hamein tab tab rulaati hai gharibi
हमें तब तब रुलाती है ग़रीबी
ik khushi Thiik se nahin aai
इक ख़ुशी ठीक से नहीं आई
ho rahi hain to yaar hone do
हो रही हैं तो यार होने दो
sitaare is taraf se jo gae the
सितारे इस तरफ़ से जो गए थे





