Sher
mahaz khvabon khayalon men tira didar ho kab tak
haqiqat men bhi tujh se ashna.i chahte hain ham

Maham Khan
mahaz khvabon khayalon men tira didar ho kab tak
haqiqat men bhi tujh se ashna.i chahte hain ham
piyen saaqi ke hathon se mai-e-ulfat piyen jab bhi
mire naseh bas itni parsa.i chahte hain ham
piyein saaqi ke haathon se mai-e-ulfat piyein jab bhi
mire naaseh bas itni paarsaai chaahte hain ham
mahaz khvaabon khayaalon mein tiraa didaar ho kab tak
haqiqat mein bhi tujh se aashnaai chaahte hain ham
nazar tum par paDe to muskuraanaa bhuul jaate hain
नज़र तुम पर पड़े तो मुस्कुराना भूल जाते हैं
hamein tujh se nahin ai zindagi karnaa gila koi
हमें तुझ से नहीं ऐ ज़िंदगी करना गिला कोई
ye jo surat pe tiri gham saa hai Thahraa 'maaham'
ये जो सूरत पे तिरी ग़म सा है ठहरा 'माहम'
barf lahjon ki pighal jaae to kuchh baat karein
बर्फ़ लहजों की पिघल जाए तो कुछ बात करें
tum ye kahte ho main likh duun ek pechida kitaab
तुम ये कहते हो मैं लिख दूँ एक पेचीदा किताब
abhi is qissa-e-gham ko na tum chheDo na ham chheDein
अभी इस क़िस्सा-ए-ग़म को न तुम छेड़ो न हम छेड़ें