koi rasta kahin jaa.e to janen
badalne ke liye raste bahut hain

Mahboob Khizan
Mahboob Khizan
Sherशेर
See all 25 →koi rasta kahin jaa.e to janen
कोई रस्ता कहीं जाए तो जानें
haa.e phir fasl-e-bahar aa.i 'khizan'
हाए फिर फ़स्ल-ए-बहार आई 'ख़िज़ाँ'
tumhen khayal nahin kis tarah bata.en tumhen
तुम्हें ख़याल नहीं किस तरह बताएँ तुम्हें
ham aap qayamat se guzar kyuun nahin jaate
हम आप क़यामत से गुज़र क्यूँ नहीं जाते
katrate hain bal khate hain ghabrate hain kyuun log
कतराते हैं बल खाते हैं घबराते हैं क्यूँ लोग
tumhare vaste sab kuchh hai mere banda-navaz
तुम्हारे वास्ते सब कुछ है मेरे बंदा-नवाज़
Popular Sher & Shayari
50 totalhaa.e phir fasl-e-bahar aa.i 'khizan'
kabhi marna kabhi jiina hai muhal
tumhen khayal nahin kis tarah bata.en tumhen
ki saans chalti hai lekin udaas chalti hai
ham aap qayamat se guzar kyuun nahin jaate
jiine ki shikayat hai to mar kyuun nahin jaate
katrate hain bal khate hain ghabrate hain kyuun log
sardi hai to paani men utar kyuun nahin jaate
tumhare vaste sab kuchh hai mere banda-navaz
magar ye shart ki pahle pasand aao mujhe
chaahi thi dil ne tujh se vafaa kam bahut hi kam
shaayad isi liye hai gilaa kam bahut hi kam
tumhaare vaaste sab kuchh hai mere banda-navaaz
magar ye shart ki pahle pasand aao mujhe
ye kyaa kahun ki mujh ko kuchh gunaah bhi aziiz hain
ye kyuun kahun ki zindagi savaab ke liye nahin
ulajhte rahne mein kuchh bhi nahin thakan ke sivaa
bahut haqir hain ham tum baDi hai ye duniyaa
ye dil-navaaz udaasi bhari bhari palkein
are in aankhon mein kyaa hai suno dikhaao mujhe
haae phir fasl-e-bahaar aai 'khizaan'
kabhi marnaa kabhi jiinaa hai muhaal
Ghazalग़ज़ल
mohabbat ko gale kaa haar bhi karte nahin bantaa
मोहब्बत को गले का हार भी करते नहीं बनता
sambhaalne se tabiat kahaan sambhalti hai
सँभालने से तबीअत कहाँ सँभलती है
'khizaan' mein khubiyaan aaise bahut hain
'ख़िज़ाँ' में ख़ूबियाँ ऐसे बहुत हैं
ye jo ham kabhi kabhi sochte hain raat ko
ये जो हम कभी कभी सोचते हैं रात को
husn se haT ke mohabbat ki nazar jaae kahaan
हुस्न से हट के मोहब्बत की नज़र जाए कहाँ
khvaab se parda karo dekho mat
ख़्वाब से पर्दा करो देखो मत





