Shayari
milaad-e-shah kaa din hai ki ye roz-e-id hai
ik baada-khvaar kaa saa sabaa mein khumaar hai
M
Mahmooda Akhtar MahmoodaMahmooda Akhtar Mahmooda
Mahmooda Akhtar Mahmooda
milaad-e-shah kaa din hai ki ye roz-e-id hai
ik baada-khvaar kaa saa sabaa mein khumaar hai
mausam bahaar kaa hai chaman par bahaar hai
bulbul fidaa-e-gul hai gulon par nikhaar hai
bulbul chahak ke kahti hai muddat ke baa'd phir
gulshan mein aaj aamad-e-fasl-e-bahaar hai