taan li ankhon ne chadar niind ki
aap ka didar karne ke liye

Mahwar Sirsivi
Mahwar Sirsivi
Sherशेर
See all 44 →taan li ankhon ne chadar niind ki
तान ली आँखों ने चादर नींद की
nafraton ka ilaaj karna hai
नफ़रतों का इलाज करना है
ku-e-janan se apni sanson par
कू-ए-जानाँ से अपनी साँसों पर
ik haath men mere chaa.e ka cup ik haath men mere haath tira
इक हाथ में मेरे चाय का कप इक हाथ में मेरे हाथ तिरा
hai muqaddar men zulekha se juda.i shayad
है मुक़द्दर में ज़ुलेख़ा से जुदाई शायद
ek muddat se niind taari hai
एक मुद्दत से नींद तारी है
Popular Sher & Shayari
88 totalnafraton ka ilaaj karna hai
kuchh mohabbat ata karo janan
ku-e-janan se apni sanson par
dil ki mayyat uTha ke le aa.e
ik haath men mere chaa.e ka cup ik haath men mere haath tira
hathon ko talab hai hathon ki aur dil ko talab hai saath tira
hai muqaddar men zulekha se juda.i shayad
khvab men misr ke bazar nazar aate hain
ek muddat se niind taari hai
ek muddat se so nahin paa.e
vo apne ‘abd-e-haqiqi ko aazmaataa hai
har ik bashar kaa yahaan imtihaan nahin hotaa
vaqt ke paanv bhi nahin mehvar
aur raftaar bhi ghazab ki hai
ghaur se dekhnaa hanste hue chehre ki taraf
ek manzar pas-e-manzar kai manzar degaa
aaj gar bole nahin haq baat par
kal sitam honge tumhaari zaat par
ulfat to dekhiye miri didaar ke sabab
darvesh ban ke yaar ki chaukhaT pe aa gayaa
ek muddat se niind taari hai
ek muddat se so nahin paae
Ghazalग़ज़ल
fikr ke dhaage mein lafzon ko piro dene ke baad
फ़िक्र के धागे में लफ़्ज़ों को पिरो देने के बाद
rasta bhaTak na jaaein tire naqsh-e-paa se ham
रस्ता भटक न जाएँ तिरे नक़्श-ए-पा से हम
aankh paD jaae agar paikar-e-raanaai par
आँख पड़ जाए अगर पैकर-ए-रानाई पर
junun ke shahr se guzar nahin huaa to kyaa huaa
जुनूँ के शहर से गुज़र नहीं हुआ तो क्या हुआ
charaagh dosh-e-havaa pe raushan khaDe hue the
चराग़ दोश-ए-हवा पे रौशन खड़े हुए थे
vo zakhm mile ruuh ko patthar ke sanam se
वो ज़ख़्म मिले रूह को पत्थर के सनम से





