haa.e vo zindagi-fareb ankhen
tu ne kya socha main ne kya samjha

Majeed Amjad
Majeed Amjad
Sherशेर
See all 19 →haa.e vo zindagi-fareb ankhen
हाए वो ज़िंदगी-फ़रेब आँखें
main ek pal ke ranj-e-faravan men kho gaya
मैं एक पल के रंज-ए-फ़रावाँ में खो गया
baDe saliqe se duniya ne mere dil ko diye
बड़े सलीक़े से दुनिया ने मेरे दिल को दिए
kya ruup dosti ka kya rang dushmani ka
क्या रूप दोस्ती का क्या रंग दुश्मनी का
har vaqt fikr-e-marg-e-gharibana chahiye
हर वक़्त फ़िक्र-ए-मर्ग-ए-ग़रीबाना चाहिए
main roz idhar se guzarta huun kaun dekhta hai
मैं रोज़ इधर से गुज़रता हूँ कौन देखता है
Popular Sher & Shayari
38 totalmain ek pal ke ranj-e-faravan men kho gaya
murjha ga.e zamane mire intizar men
baDe saliqe se duniya ne mere dil ko diye
vo ghaao jin men tha sachcha.iyon ka charka bhi
kya ruup dosti ka kya rang dushmani ka
koi nahin jahan men koi nahin kisi ka
har vaqt fikr-e-marg-e-gharibana chahiye
sehhat ka ek pahlu marizana chahiye
main roz idhar se guzarta huun kaun dekhta hai
main jab idhar se na guzrunga kaun dekhega
tire khayaal ke pahlu se uTh ke jab dekhaa
mahak rahaa thaa zamaane mein chaar-su tiraa gham
nigah uThi to zamaane ke saamne tiraa ruup
palak jhuki to mire dil ke ru-ba-ru tiraa gham
main roz idhar se guzartaa huun kaun dekhtaa hai
main jab idhar se na guzrungaa kaun dekhegaa
masih-o-khizr ki umrein nisaar hon us par
vo ek lamha jo yaaron ke darmiyaan guzre
salaam un pe tah-e-tegh bhi jinhon ne kahaa
jo teraa hukm jo teri razaa jo tu chaahe
har vaqt fikr-e-marg-e-gharibaana chaahiye
sehhat kaa ek pahlu marizaana chaahiye
Ghazalग़ज़ल
chehra udaas udaas thaa mailaa libaas thaa
चेहरा उदास उदास था मैला लिबास था
is apni kiran ko aati hui subhon ke havaale karnaa hai
इस अपनी किरन को आती हुई सुब्हों के हवाले करना है
qaasid-e-mast-gaam mauj-e-sabaa
क़ासिद-ए-मस्त-गाम मौज-ए-सबा
ho ke is chashm-e-mai-parast se mast
हो के इस चश्म-ए-मय-परस्त से मस्त
qarib-e-dil kharosh-e-sad-jahaan ham
क़रीब-ए-दिल ख़रोश-ए-सद-जहाँ हम
baDhi jo had se to saare tilism toD gai
बढ़ी जो हद से तो सारे तिलिस्म तोड़ गई





