mohabbat ke liye kuchh khaas dil makhsus hote hain
ye vo naghma hai jo har saaz par gaaya nahin jaata

Makhmoor Dehlvi
Makhmoor Dehlvi
Sherशेर
See all 12 →mohabbat ke liye kuchh khaas dil makhsus hote hain
मोहब्बत के लिए कुछ ख़ास दिल मख़्सूस होते हैं
kise apna bana.en koi is qabil nahin milta
किसे अपना बनाएँ कोई इस क़ाबिल नहीं मिलता
mohabbat ho to jaati hai mohabbat ki nahin jaati
मोहब्बत हो तो जाती है मोहब्बत की नहीं जाती
musafir apni manzil par pahunch kar chain paate hain
मुसाफ़िर अपनी मंज़िल पर पहुँच कर चैन पाते हैं
chaman tum se ibarat hai baharen tum se zinda hain
चमन तुम से इबारत है बहारें तुम से ज़िंदा हैं
mohabbat bad-guman ho jaa.e to zinda nahin rahti
मोहब्बत बद-गुमाँ हो जाए तो ज़िंदा नहीं रहती
Popular Sher & Shayari
24 totalkise apna bana.en koi is qabil nahin milta
yahan patthar bahut milte hain lekin dil nahin milta
mohabbat ho to jaati hai mohabbat ki nahin jaati
ye sho.ala khud bhaDak uThta hai bhaDkaya nahin jaata
musafir apni manzil par pahunch kar chain paate hain
vo maujen sar paTakti hain jinhen sahil nahin milta
chaman tum se ibarat hai baharen tum se zinda hain
tumhare samne phulon se murjhaya nahin jaata
mohabbat bad-guman ho jaa.e to zinda nahin rahti
asar dil par tumhari be-rukhi se kuchh nahin hota
mohabbat bad-gumaan ho jaae to zinda nahin rahti
asar dil par tumhaari be-rukhi se kuchh nahin hotaa
mohabbat ke liye kuchh khaas dil makhsus hote hain
ye vo naghma hai jo har saaz par gaayaa nahin jaataa
kise apnaa banaaein koi is qaabil nahin miltaa
yahaan patthar bahut milte hain lekin dil nahin miltaa
mohabbat ho to jaati hai mohabbat ki nahin jaati
ye shoala khud bhaDak uThtaa hai bhaDkaayaa nahin jaataa
musaafir apni manzil par pahunch kar chain paate hain
vo maujein sar paTakti hain jinhein saahil nahin miltaa
chaman tum se ibaarat hai bahaarein tum se zinda hain
tumhaare saamne phulon se murjhaayaa nahin jaataa
Ghazalग़ज़ल
chunaa thaa un ki mohabbat ne aazmaa ke mujhe
चुना था उन की मोहब्बत ने आज़मा के मुझे
khudaa jab tak na chaahe aadmi se kuchh nahin hotaa
ख़ुदा जब तक न चाहे आदमी से कुछ नहीं होता
sham' se ye kah rahi hai khaak-e-parvaana abhi
शम' से ये कह रही है ख़ाक-ए-परवाना अभी
mohabbat mein shab-e-taarik-e-hijraan kaun dekhegaa
मोहब्बत में शब-ए-तारीक-ए-हिज्राँ कौन देखेगा
mohabbat ehtimaam-e-daar bhi hai
मोहब्बत एहतिमाम-ए-दार भी है
rukh har ik tir-e-nazar kaa hai mire dil ki taraf
रुख़ हर इक तीर-ए-नज़र का है मिरे दिल की तरफ़





