kisi ke saath na hone ke dukh bhi jhele hain
kisi ke saath magar aur bhi akele hain

Manmohan Talkh
Manmohan Talkh
Sherशेर
See all 14 →kisi ke saath na hone ke dukh bhi jhele hain
किसी के साथ न होने के दुख भी झेले हैं
ham ka.i roz se be-vaj.h bahut khush hain chalo
हम कई रोज़ से बे-वजह बहुत ख़ुश हैं चलो
bar-ha khud pe main hairan bahut hota huun
बार-हा ख़ुद पे मैं हैरान बहुत होता हूँ
shikayat aur to kuchh bhi nahin in ankhon se
शिकायत और तो कुछ भी नहीं इन आँखों से
duniya meri zindagi ke din kam karti jaati hai kyuun
दुनिया मेरी ज़िंदगी के दिन कम करती जाती है क्यूँ
main khud men gunjta huun ban ke tera sannaTa
मैं ख़ुद में गूँजता हूँ बन के तेरा सन्नाटा
Popular Sher & Shayari
28 totalham ka.i roz se be-vaj.h bahut khush hain chalo
zindagi ki ye ada.en bhi to dekhi jaa.en
bar-ha khud pe main hairan bahut hota huun
koi hai mujh men jo bilkul hi juda hai mujh se
shikayat aur to kuchh bhi nahin in ankhon se
zara si baat pe paani bahut barasta hai
duniya meri zindagi ke din kam karti jaati hai kyuun
khuun pasina ek kiya hai ye meri mazduri hai
main khud men gunjta huun ban ke tera sannaTa
mujhe na dekh miri tarah be-zaban ban kar
kisi ke saath na hone ke dukh bhi jhele hain
kisi ke saath magar aur bhi akele hain
main khud mein gunjtaa huun ban ke teraa sannaaTaa
mujhe na dekh miri tarah be-zabaan ban kar
ham kai roz se be-vajh bahut khush hain chalo
zindagi ki ye adaaein bhi to dekhi jaaein
baar-haa khud pe main hairaan bahut hotaa huun
koi hai mujh mein jo bilkul hi judaa hai mujh se
duniyaa meri zindagi ke din kam karti jaati hai kyuun
khuun pasina ek kiyaa hai ye meri mazduri hai
shikaayat aur to kuchh bhi nahin in aankhon se
zaraa si baat pe paani bahut barastaa hai
Ghazalग़ज़ल
kholegaa raaz kaun tiri kaaenaat ke
खोलेगा राज़ कौन तिरी काएनात के
yunhi nahin ham bolte jaate ye apni majburi hai
यूँही नहीं हम बोलते जाते ये अपनी मजबूरी है
kis liye sab ko ajab bojh lagaa sar apnaa
किस लिए सब को अजब बोझ लगा सर अपना
kuchh der to sab kuchh TuTne kaa maahaul rahaa
कुछ देर तो सब कुछ टूटने का माहौल रहा
koi chehra jo mire saamne laayaa hai mujhe
कोई चेहरा जो मिरे सामने लाया है मुझे
thoDi der ko ham jo kahin ruk jaate to ye mumkin thaa
थोड़ी देर को हम जो कहीं रुक जाते तो ये मुमकिन था





