abhi aghaz-e-ulfat hai chalo ik kaam karte hain
bichhaD kar dekh lete hain bichhaD kar kaisa lagta hai

Meem Maroof Ashraf
Meem Maroof Ashraf
Sherशेर
See all 39 →abhi aghaz-e-ulfat hai chalo ik kaam karte hain
अभी आग़ाज़-ए-उल्फ़त है चलो इक काम करते हैं
kisi ke yaad karne ka agar hoti sabab hichki
किसी के याद करने का अगर होती सबब हिचकी
sochta huun kya mira banta khuda ke samne
सोचता हूँ क्या मिरा बनता ख़ुदा के सामने
bahut asan lafzon men ye us ne kah diya ham se
बहुत आसान लफ़्ज़ों में ये उस ने कह दिया हम से
jab bhi chuma hai tire honTon ko
जब भी चूमा है तिरे होंटों को
aaj tasvir us ki dekhi hai
आज तस्वीर उस की देखी है
Popular Sher & Shayari
78 totalkisi ke yaad karne ka agar hoti sabab hichki
mira mahbub ho kar ke pareshan mar gaya hota
sochta huun kya mira banta khuda ke samne
gar na hota ya-rasulullah sahara aap ka
bahut asan lafzon men ye us ne kah diya ham se
nahin tum se mohabbat jaao jo karna hai so kar lo
jab bhi chuma hai tire honTon ko
jism se un ko juda jaana hai
aaj tasvir us ki dekhi hai
aaj phir niind ka ziyan hoga
kisi ke yaad karne kaa agar hoti sabab hichki
miraa mahbub ho kar ke pareshaan mar gayaa hotaa
sochtaa huun kyaa miraa bantaa khudaa ke saamne
gar na hotaa yaa-rasulullah sahaaraa aap kaa
bahut aasaan lafzon mein ye us ne kah diyaa ham se
nahin tum se mohabbat jaao jo karnaa hai so kar lo
jab bhi chumaa hai tire honTon ko
jism se un ko judaa jaanaa hai
abhi to aur baDhegi ye tishnagi dil ki
abhi to aur bhi zyaada vo yaad aaeinge
main tum se duur rah kar kis tarah ye tum ko samjhaaun
ki mujh se duur rah kar kis qadar ho tum akeli
Ghazalग़ज़ल
jab us se milo yaar to yaaraa use kahnaa
जब उस से मिलो यार तो यारा उसे कहना
ranj-o-aazaar dekhnaa hai hamein
रंज-ओ-आज़ार देखना है हमें
khudaa jaane vo kyunkar is qadar ham ko sataate hain
ख़ुदा जाने वो क्यूँकर इस क़दर हम को सताते हैं
asar baaton kaa tujh par ab sitam-gar kuchh nahin hotaa
असर बातों का तुझ पर अब सितम-गर कुछ नहीं होता
chhoD kar mujh ko kahin aur agar jaanaa hai
छोड़ कर मुझ को कहीं और अगर जाना है
na puchho kaise guzri shab hamaari hijr-e-jaanaan mein
न पूछो कैसे गुज़री शब हमारी हिज्र-ए-जानाँ में





