kahin kahin koi taara kahin kahin jugnu
jo meri raat thi vo aap ka savera hai

Meena Kumari Naz
Meena Kumari Naz
Sherशेर
See all 21 →kahin kahin koi taara kahin kahin jugnu
कहीं कहीं कोई तारा कहीं कहीं जुगनू
hansi thami hai in ankhon men yuun nami ki tarah
हँसी थमी है इन आँखों में यूँ नमी की तरह
yuun teri rahguzar se divana-var guzre
यूँ तेरी रहगुज़र से दीवाना-वार गुज़रे
abla-pa koi is dasht men aaya hoga
आबला-पा कोई इस दश्त में आया होगा
aghaz to hota hai anjam nahin hota
आग़ाज़ तो होता है अंजाम नहीं होता
ye na socho kal kya ho
ये न सोचो कल क्या हो
Popular Sher & Shayari
42 totalhansi thami hai in ankhon men yuun nami ki tarah
chamak uThe hain andhere bhi raushni ki tarah
yuun teri rahguzar se divana-var guzre
kandhe pe apne rakh ke apna mazar guzre
abla-pa koi is dasht men aaya hoga
varna andhi men diya kis ne jalaya hoga
aghaz to hota hai anjam nahin hota
jab meri kahani men vo naam nahin hota
ye na socho kal kya ho
kaun kahe is pal kya ho
ayaadat ko aae shifaa ho gai
miri ruuh tan se judaa ho gai
tere qadmon ki aahaT ko ye dil hai DhunDtaa har dam
har ik aavaaz par ik thartharaahaT hoti jaati hai
puchhte ho to suno kaise basar hoti hai
raat khairaat ki sadqe ki sahar hoti hai
shama huun phuul huun yaa ret pe qadmon kaa nishaan
aap ko haq hai mujhe jo bhi ji chaahe kah lein
aaghaaz to hotaa hai anjaam nahin hotaa
jab meri kahaani mein vo naam nahin hotaa
hansi thami hai in aankhon mein yuun nami ki tarah
chamak uThe hain andhere bhi raushni ki tarah
Ghazalग़ज़ल
yuun teri rahguzar se divaana-vaar guzre
यूँ तेरी रहगुज़र से दीवाना-वार गुज़रे
an-kahi an-suni si kuchh baatein
अन-कही अन-सुनी सी कुछ बातें
ruuh kaa chehra kitaabi hogaa
रूह का चेहरा किताबी होगा
ab aankh khuli ab hosh aayaa
अब आँख खुली अब होश आया
ayaadat hoti jaati hai ibaadat hoti jaati hai
अयादत होती जाती है इबादत होती जाती है
ye na socho kal kyaa ho
ये न सोचो कल क्या हो





