harf ko lafz na kar lafz ko iz.har na de
koi tasvir mukammal na bana us ke liye

Mohammad Ahmad Ramz
Mohammad Ahmad Ramz
Sherशेर
See all 11 →harf ko lafz na kar lafz ko iz.har na de
हर्फ़ को लफ़्ज़ न कर लफ़्ज़ को इज़हार न दे
tum aa ga.e ho tum mujh ko zara sambhalne do
तुम आ गए हो तुम मुझ को ज़रा सँभलने दो
kaun puchhe mujh se meri gosha-giri ka sabab
कौन पूछे मुझ से मेरी गोशा-गीरी का सबब
ab ke vasl ka mausam yunhi bechaini men biit gaya
अब के वस्ल का मौसम यूँही बेचैनी में बीत गया
us ka tarkash khali hone vaala hai
उस का तरकश ख़ाली होने वाला है
alfaz ki giraft se hai mavara hanuz
अल्फ़ाज़ की गिरफ़्त से है मावरा हनूज़
Popular Sher & Shayari
22 totaltum aa ga.e ho tum mujh ko zara sambhalne do
abhi to nashsha sa ankhon men intizar ka hai
kaun puchhe mujh se meri gosha-giri ka sabab
kaun samjhe dar kabhi divar kar lena mira
ab ke vasl ka mausam yunhi bechaini men biit gaya
us ke honTon par chahat ka phuul khila bhi kitni der
us ka tarkash khali hone vaala hai
mere naam ka tiir hai kitne tiron men
alfaz ki giraft se hai mavara hanuz
ik baat kah gaya vo magar kitne kaam ki
kaun puchhe mujh se meri gosha-giri kaa sabab
kaun samjhe dar kabhi divaar kar lenaa miraa
'ramz' adhure khvaabon ki ye ghaTti baDhti chhaanv
tum se dekhi jaae to dekho mujh se na dekhi jaae
us kaa tarkash khaali hone vaalaa hai
mere naam kaa tiir hai kitne tiron mein
aur koi duniyaa hai teri jis ki khoj karun
zehn mein phir ik samt bikheri raahguzar Daali
harf ko lafz na kar lafz ko izhaar na de
koi tasvir mukammal na banaa us ke liye
tum aa gae ho tum mujh ko zaraa sambhalne do
abhi to nashsha saa aankhon mein intizaar kaa hai
Ghazalग़ज़ल
kis se puchhun ki khanDar saa ye badan kis kaa hai
किस से पूछूँ कि खंडर सा ये बदन किस का है
diye munDeron ke raushan qataar hone lage
दिए मुंडेरों के रौशन क़तार होने लगे
mere lahu ki sarshaari kyaa us ki fazaa bhi kitni der
मेरे लहू की सरशारी क्या उस की फ़ज़ा भी कितनी देर
chhoD gayaa vo naqsh-e-hunar apnaa tughyaani mein
छोड़ गया वो नक़्श-ए-हुनर अपना तुग़्यानी में
lafz o bayaan ke pas-manzar tak ik qaus-e-imkaani aur
लफ़्ज़ ओ बयाँ के पस-मंज़र तक इक क़ौस-ए-इम्कानी और
ye zaad-e-raah kisi marhale mein rakh denaa
ये ज़ाद-ए-राह किसी मरहले में रख देना





