Sher
apni marzi se bhi do-char qadam chalne de
zindagi ham tire kahne pe chale hain barson
M
Mohsin Ummeedi BurhanpuriMohsin Ummeedi Burhanpuri
apni marzi se bhi do-char qadam chalne de
zindagi ham tire kahne pe chale hain barson
husn tanha nahin haqdar vafa ka 'mohsin'
ishq ne bhi kaf-e-afsos male hain barson
apni marzi se bhi do-chaar qadam chalne de
zindagi ham tire kahne pe chale hain barson
husn tanhaa nahin haqdaar vafaa kaa 'mohsin'
ishq ne bhi kaf-e-afsos male hain barson
aap ke paas mire dard kaa darmaan bhi nahin
आप के पास मिरे दर्द का दरमाँ भी नहीं
vafaa khulus mohabbat dilon mein zinda hai
वफ़ा ख़ुलूस मोहब्बत दिलों में ज़िंदा है
na to chaupaal na panghaT na to kheton jaisaa
न तो चौपाल न पनघट न तो खेतों जैसा
un ke aane ki aas rahne de
उन के आने की आस रहने दे
lavein charaagh-e-vafaa ki baDhaa ke dekhte hain
लवें चराग़-ए-वफ़ा की बढ़ा के देखते हैं
sunnaa chaahun kabhi haalaat sunaanaa chaahun
सुनना चाहूँ कभी हालात सुनाना चाहूँ