"chara-e-dil siva.e sabr nahin so tumhare siva nahin hota"

Momin Khan Momin
Momin Khan Momin
Sherशेर
See all 67 →chara-e-dil siva.e sabr nahin
चारा-ए-दिल सिवाए सब्र नहीं
tum mire paas hote ho goya
तुम मिरे पास होते हो गोया
ho ga.e nam-e-butan sunte hi 'momin' be-qarar
हो गए नाम-ए-बुताँ सुनते ही 'मोमिन' बे-क़रार
ham samajhte hain azmane ko
हम समझते हैं आज़माने को
kuchh qafas men in dinon lagta hai ji
कुछ क़फ़स में इन दिनों लगता है जी
le shab-e-vasl-e-ghair bhi kaaTi
ले शब-ए-वस्ल-ए-ग़ैर भी काटी
Popular Sher & Shayari
134 total"tum mire paas hote ho goya jab koi dusra nahin hota"
"ho ga.e nam-e-butan sunte hi 'momin' be-qarar ham na kahte the ki hazrat parsa kahne ko hain"
"ham samajhte hain azmane ko uzr kuchh chahiye satane ko"
"kuchh qafas men in dinon lagta hai ji ashiyan apna hua barbad kya"
"le shab-e-vasl-e-ghair bhi kaaTi tu mujhe azma.ega kab tak"
raaz-e-nihaan zabaan-e-aghyaar tak na pahunchaa
kyaa ek bhi hamaaraa khat yaar tak na pahunchaa
kuchh qafas mein in dinon lagtaa hai ji
aashiyaan apnaa huaa barbaad kyaa
shab jo masjid mein jaa phanse 'momin'
raat kaaTi khudaa khudaa kar ke
tu kahaan jaaegi kuchh apnaa Thikaana kar le
ham to kal khvaab-e-adam mein shab-e-hijraan honge
na maanungaa nasihat par na suntaa main to kyaa kartaa
ki har har baat mein naaseh tumhaaraa naam letaa thaa
vo jo ham mein tum mein qaraar thaa tumhein yaad ho ki na yaad ho
vahi yaani vaada nibaah kaa tumhein yaad ho ki na yaad ho
Ghazalग़ज़ल
ulTe vo shikve karte hain aur kis adaa ke saath
उल्टे वो शिकवे करते हैं और किस अदा के साथ
vaade ki jo saaat dam-e-kushtan hai hamaaraa
वादे की जो साअत दम-ए-कुश्तन है हमारा
saudaa thaa balaa-e-josh par raat
सौदा था बला-ए-जोश पर रात
jo tere munh se na ho sharmsaar aaina
जो तेरे मुँह से न हो शर्मसार आईना
ghussa begaana-vaar honaa thaa
ग़ुस्सा बेगाना-वार होना था
ye uzr-e-imtihaan-e-jazb-e-dil kaisaa nikal aayaa
ये उज़्र-ए-इम्तिहान-ए-जज़्ब-ए-दिल कैसा निकल आया





