Quote
"akhiri baar aaya tha milne koi hijr mujh ko mila vasl ki shaam men"

Najma Shaheen Khosa
"akhiri baar aaya tha milne koi hijr mujh ko mila vasl ki shaam men"
"dard ki lahr men zindagi bah ga.i umr yuun kaT ga.i hijr ki shaam men"
aakhiri baar aayaa thaa milne koi
hijr mujh ko milaa vasl ki shaam mein
dard ki lahr mein zindagi bah gai
umr yuun kaT gai hijr ki shaam mein
ye jo ishq-e-masnad ke log hain unhein ramz saare sikhaa piyaa
ये जो इश्क़-ए-मसनद के लोग हैं उन्हें रम्ज़ सारे सिखा पिया
daaimi hai ishq aur ik daaimi aavaaz hai
दाइमी है इश्क़ और इक दाइमी आवाज़ है
ye ishq ajab lamha-e-tauqir hai jaanaan
ये इश्क़ अजब लम्हा-ए-तौक़ीर है जानाँ
chaandni chup rahi raushni chup rahi
चाँदनी चुप रही रौशनी चुप रही
zamin mile kahin hamein kahin to aasmaan mile
ज़मीं मिले कहीं हमें कहीं तो आसमाँ मिले
gham ke sunsaan bayaabaan se nikaltaa hi nahin
ग़म के सुनसान बयाबाँ से निकलता ही नहीं