ab vo gali ja-e-khatar ho ga.i
haal se logon ko khabar ho ga.i

Naseem Dehlvi
Naseem Dehlvi
Sherशेर
See all 52 →ab vo gali ja-e-khatar ho ga.i
अब वो गली जा-ए-ख़तर हो गई
ai dil phir un se dosti ki
ऐ दिल फिर उन से दोस्ती की
ThanDi kabhi na hongi kya garmiyan tumhari
ठंडी कभी न होंगी क्या गर्मियाँ तुम्हारी
kahte hain jise husn vo hai shama-e-jahan-tab
कहते हैं जिसे हुस्न वो है शम-ए-जहाँ-ताब
kufr-o-din ke qa.ede donon ada ho ja.enge
कुफ़्र-ओ-दीं के क़ाएदे दोनों अदा हो जाएँगे
maza matl.a ka de fikr-e-do-pahlu ho to aisi ho
मज़ा मतला का दे फ़िक्र-ए-दो-पहलू हो तो ऐसी हो
Popular Sher & Shayari
104 totalai dil phir un se dosti ki
o khana-kharab phir vahi ki
ThanDi kabhi na hongi kya garmiyan tumhari
akhir 'nasim' ka dil kab tak jala.iyega
kahte hain jise husn vo hai shama-e-jahan-tab
kahte hain jise ishq vo parvana hai us ka
kufr-o-din ke qa.ede donon ada ho ja.enge
zab.h vo kafir kare munh se kahen takbir ham
maza matl.a ka de fikr-e-do-pahlu ho to aisi ho
rahen hisse barabar bait-e-abru ho to aisi ho
harfon ke mile joD baDhaa husn raqam kaa
har lafz ke paivand mein bakhiya hai qalam kaa
tasadduq hone vaale pis na jaaein
uThaae haath se daaman ko chaliye
allaah re taraddud-e-khaatir ki kasratein
tuuda banaa diyaa mujhe gard-e-malaal kaa
husn-e-barahnagi ke uThaate baDe maze
hotaa na ruuh ko jo libaas-e-badan hijaab
ek se do daagh do se chaar phir to saikDon
khilte khilte phuul siine par gulistaan ho gayaa
matlab hai miraa aariz-e-pur-nur kaa jalva
aashiq huun tiraa naam ko banda huun khudaa kaa
Ghazalग़ज़ल
zargar-o-haddaad khush hon vo karein tadbir ham
ज़रगर-ओ-हद्दाद ख़ुश हों वो करें तदबीर हम
shikaayat ke evaz ham shukr karte hain sanam tere
शिकायत के एवज़ हम शुक्र करते हैं सनम तेरे
havas ye rah gai dil mein ki muddaaa na milaa
हवस ये रह गई दिल में कि मुद्दआ' न मिला
dekh o qaatil basar karte hain kis mushkil se ham
देख ओ क़ातिल बसर करते हैं किस मुश्किल से हम
shikaayat se gharaz kyaa muddaaa kyaa
शिकायत से ग़रज़ क्या मुद्दआ' क्या
barham hain vo ghair be-hayaa se
बरहम हैं वो ग़ैर बे-हया से





