jo log maut ko zalim qarar dete hain
khuda mila.e unhen zindagi ke maron se

Nazeer Siddiqui
Nazeer Siddiqui
Sherशेर
See all 12 →jo log maut ko zalim qarar dete hain
जो लोग मौत को ज़ालिम क़रार देते हैं
aur hi vo log hain jin ko hai yazdan ki talash
और ही वो लोग हैं जिन को है यज़्दाँ की तलाश
na pahla sa milna na aana na jaana
न पहला सा मिलना न आना न जाना
ye khuddar hona hi laaya kharabi
ये ख़ुद्दार होना ही लाया ख़राबी
jafa par nahin jab vo dil hi men nadim
जफ़ा पर नहीं जब वो दिल ही में नादिम
kisi ki mehrbani se mohabbat mutma.in kya ho
किसी की मेहरबानी से मोहब्बत मुतमइन क्या हो
Popular Sher & Shayari
24 totalaur hi vo log hain jin ko hai yazdan ki talash
mujh ko insanon ki duniya men hai insan ki talash
na pahla sa milna na aana na jaana
ab itne bhi tum mujh se bezar kyuun ho
ye khuddar hona hi laaya kharabi
mohabbat men insan khuddar kyuun ho
jafa par nahin jab vo dil hi men nadim
nazar se nadamat ka iz.har kyuun ho
kisi ki mehrbani se mohabbat mutma.in kya ho
mohabbat to mohabbat se bhi asuda nahin hoti
jis darja nek hone ki milti rahi hai daad
us darja nek banne kaa armaan kabhi na thaa
aae to dil thaa baagh baagh aur gae to daagh daagh
kitni khushi vo laae the kitnaa malaal de gae
raat se shikaayat kyaa bas tumhin se kahnaa hai
tum zaraa Thahar jaao raat kab Thaharti hai
abhi se vo daaman chhuDaane lage ho
jo ab tak mire haath aayaa nahin hai
aur hi vo log hain jin ko hai yazdaan ki talaash
mujh ko insaanon ki duniyaa mein hai insaan ki talaash
kisi ki mehrbaani se mohabbat mutmain kyaa ho
mohabbat to mohabbat se bhi aasuda nahin hoti
Ghazalग़ज़ल
chashm-e-nam kuchh bhi nahin aur sher-e-tar kuchh bhi nahin
चश्म-ए-नम कुछ भी नहीं और शेर-ए-तर कुछ भी नहीं
havas ki aag bujhi dil ki tishnagi hai vahi
हवस की आग बुझी दिल की तिश्नगी है वही
lazzat-e-khvaab de gae husn-e-khayaal de gae
लज़्ज़त-ए-ख़्वाब दे गए हुस्न-ए-ख़याल दे गए
kis quvvat-e-be-dard kaa izhaar hai duniyaa
किस क़ुव्वत-ए-बे-दर्द का इज़हार है दुनिया
ye jo insaan khudaa kaa hai shahkaar
ये जो इंसाँ ख़ुदा का है शहकार





