na hoga ra.egan khun-e-shahidan-e-vatan hargiz
yahi surkhi banegi ek din unvan-e-azadi

Nazish Partap Gadhi
Nazish Partap Gadhi
Sherशेर
na hoga ra.egan khun-e-shahidan-e-vatan hargiz
न होगा राएगाँ ख़ून-ए-शहीदान-ए-वतन हरगिज़
khuda ai kaash 'nazish' jite-ji vo vaqt bhi laa.e
ख़ुदा ऐ काश 'नाज़िश' जीते-जी वो वक़्त भी लाए
javano nazr de do apne khun-e-dil ka har qatra
जवानो नज़्र दे दो अपने ख़ून-ए-दिल का हर क़तरा
tah bah tah jamti chali jaati hai sannaTon ki gard
तह बह तह जमती चली जाती है सन्नाटों की गर्द
guzar ga.e hain vo lamhe bhi ishq men ai dost
गुज़र गए हैं वो लम्हे भी इश्क़ में ऐ दोस्त
suno na meri shikasta-e-dili ke afsane
सुनो न मेरी शिकस्ता-ए-दिली के अफ़्साने
Popular Sher & Shayari
12 totalkhuda ai kaash 'nazish' jite-ji vo vaqt bhi laa.e
ki jab hindostan kahla.ega hindostan-e-azadi
javano nazr de do apne khun-e-dil ka har qatra
likha ja.ega hindostan ko farman-e-azadi
tah bah tah jamti chali jaati hai sannaTon ki gard
hal-e-dil sab dekhte hain puchhta koi nahin
guzar ga.e hain vo lamhe bhi ishq men ai dost
tire baghair bhi jab khush rahe hain divane
suno na meri shikasta-e-dili ke afsane
ki mere samne toDe ga.e hain paimane
na hogaa raaegaan khun-e-shahidaan-e-vatan hargiz
yahi surkhi banegi ek din unvaan-e-aazaadi
khudaa ai kaash 'naazish' jite-ji vo vaqt bhi laae
ki jab hindostaan kahlaaegaa hindostaan-e-aazaadi
javaano nazr de do apne khun-e-dil kaa har qatra
likhaa jaaegaa hindostaan ko farmaan-e-aazaadi
tah bah tah jamti chali jaati hai sannaaTon ki gard
haal-e-dil sab dekhte hain puchhtaa koi nahin
guzar gae hain vo lamhe bhi ishq mein ai dost
tire baghair bhi jab khush rahe hain divaane
suno na meri shikasta-e-dili ke afsaane
ki mere saamne toDe gae hain paimaane
Ghazalग़ज़ल
vo samajhtaa hai use jo raaz-daar-e-naghma hai
वो समझता है उसे जो राज़-दार-ए-नग़्मा है
aap ke iltifaat kaa gham ho
आप के इल्तिफ़ात का ग़म हो
sar-phire karne lage hain jazb soz-e-dil ki baat
सर-फिरे करने लगे हैं जज़्ब सोज़-ए-दिल की बात
aah ko naghma ki naghme ko fughaan karnaa paDe
आह को नग़्मा कि नग़्मे को फ़ुग़ाँ करना पड़े
zikr-e-nashaat khalvat-e-gham mein buraa lage
ज़िक्र-ए-नशात ख़ल्वत-ए-ग़म में बुरा लगे
dil-e-khulus-gazida ko koi kyaa jaane
दिल-ए-ख़ुलूस-गज़ीदा को कोई क्या जाने





